WALNUT

600 34 0
                                    

Manjeet: haa karu thike ye tera jurisdiction hai mere jurisdiction main aa chai Pani pilata hu

Karan: Juhi aunty maregi uper jaa ke aur wese bhi tere din Kam hi lag rahe tere harkate dekh kar

Arjun: main bhi yahi soch raha tha Karu mushkil se aur 2 saal lag rahe hai

Niyati: oye Karu Aru aaram se

And she just smiled

Both KarJun (Karan+Arjun) stared at each other

Manjeet was laughing

Manjeet: mere din Kam hai mujhe toh tumahare din Kam lag rahe hai haina Niyu

KarJun: ruk tu tere ko baad main dekhte hai

Niyati: ruko tum dono

And she runs after them

And said mera naam aisi hi bandariya nahi para hai

KarJun: hum bhi kuch kam nahi hai tere colonel uncle se training ki hai woh bhi bachpan se

Manjeet: ek dum nahi badle niyu niyu niyu nak mat katwaiyo are tum log bhi cheer karo jis ke liye karna hai

Everyone started cheering for Karan

Manjeet: (in mind) dekh Pratap aaj tera naylak kitna bara ho gaya hai aur kitni ijat kama li hai sirph Karu ne nahi Aru aur Niyu ne bhi kam ijat nahi kamaiye hai bahut proud hota in pe agar tu yaha hota lekin tujhe to jang main rehne main jyada maje aate Hain aur sath main Juhi,Gargi,Laxmi sab mujhe chor ke chale gaye aur mujhe walnut bana gayr tere ko pata hai meri beti mujhse hamesha khafa rehti hai ab main usse kaise batao ki meri majburi hai aisi rehna warna main apni princess ko bhi kho dunga lekin jab bhi Shergill's se milta hu toh lagta hai ki main wapas purana Manjeete ban jata hu aur ek baat sorry Karu se waisi behave Kiya Maine main dar gaya tha  ki woh princess ussi path main na le Jaye ja jaha se Maine usse bacha ke rakha that par lagta hain woh apne naseeb main woh likhwa kar ayi hain ki woj Juhi se bhi aage jayegi sorry Juhi tere ladle ko itna pareshan kiya aur haan Paru tu to mujhse Bina mile hi chale gaya

And he had tears in his eyes he came out of his thoughts wiped his tears and started cheering for Niyati

But his tears were not unnoticed by SiMi 

While everyone was seeing the Shergill's pakdam pakdai SidG said

SHERGILL FAMILY Where stories live. Discover now