12. A letter

152 13 40
                                    

🌸ॐ श्री गणेशाय नमः🌸

Dhanyawad aapke votes and pyaare pyaare comments ke liye.❤️❤️
Me aasha karti hu aaplog ko eleventh part pasand aaya hoga. AAP plz issi tarah mujhe support karte rahiye. Aapke votes and comments se mujhe inspiration milegi kahani likhne ko. Chaliye kahani ki shuruaat karte hai.
_______________________________________

Hm:- Yeh letter lijiye. Kritika ne diya hai. (Handling them a letter which was given by Kritika)

Rakesh:- yeh kya hai?

Hm:- Aap khud hi dekh lijiye.

Rakesh opened the letter and start to read in cracked voice.

°

°

°

°

°

°

°

°

To Mumma and Papa,

I hope you are good, mumma and papa. Aur papa aap thik se dawai bhi le raha honge, hum vaha nahi hai iska matlab yeha nahi ki aap aapna dhyan nahi rakhega. Aur mumma jyada chinta maat kijiyega, jyada kaam ka stress mat lijiyega. Kher yeh adhikar bhi humne kho diya hai. Aur abhi tak aapko saach ka pata bhi chal gaya hoga. Humne aapko shuru se hi kaha tha ki humne kuch nahi kiya hai, par Aaplog ne Humpar vishwas hi nahi kiya, shyad abhi aapko vishwas ho gaya hoga. Aur agar abhi bhi nahi hua hai to , isme hum kuch kar bhi nahi sakte hai. Vaise isme aapki bilkul bhi galti nahi hai. Shyad hum bharose ke layak hi nahi hai. Kiuki humne Aisa kabhi kuch kiya hi nahi hai jis se aap Humpar vishwas kar sake. Aap yeh to sooch rahe honge na ki hum khud kiu nahi aaya milna , yeh yeha letter dena? Kiuki humne aapse vada kiya tha ki hum aapko kabhi bhi aapna chehra nahi dikhayenge aur bas vahi wada hum nibha rahe hai. Aur humare karan aapko koi sharmindigi bhi mehsoos nahi hogi. Aur nahi hum aapko kabhi pareshan karenga. Aakhri baar jo kehna tha humne woh keh diya hai aur kuch nahi kahenge. Bas aap dono humesha khush rehna aur aapna khyal rakhna.

Kritika.

Letter me kuch baate adhuri si lagi na?, Banawati bhi lagi hogi, jaise kisi ko dard na pooche ooski baaton se, haina? Aisa feel to ho Raha hoga na? Dekhte hai Kritika kab tak dil ki baatein dil tak hi simit rakhti hai.🙂

°

°

°

°

°

°

°

°

Till now, Everyone was silently crying and Kritika 's parents condition is also not too good.

Raima:- (to hm) Maam please hume Kritika ke pass le Chaliye. (Crying vigorously)

Rakesh:- Humne bahut badi galti kardi oospar vishwas na karke. Please boliye Kritika kaha hai? (Tears was continuously flowing from his eyes)

Ks:- (in angered) Issi tarah Kritika bhi aapse keh rahi thi ki ooske oopar vishwas kare, par aap logo ne ooski ek nahi suni sidha ghar se nikal diya bina kuch sooche samje.

Ss:- Aapko samaj ki chinta thi tabhi par Kritika ki nahi.

Cc:- Yeh to aacha hua ki Kritika samjdar hai, aur humare pass aayi help lene ke liye. Varna Kya hota agar Kritika ne kuch galat kadam le liya hota to?

Strangers to Family....❤️Where stories live. Discover now