13. Bhaiya

145 12 28
                                    

🌸ॐ श्री गणेशाय नमः🌸

Dhanyawad aapke votes and pyaare pyaare comments ke liye.❤️❤️
Me aasha karti hu aaplog ko 12th part pasand aaya hoga. AAP plz issi tarah mujhe support karte rahiye. Aapke votes and comments se mujhe inspiration milegi kahani likhne ko. Chaliye kahani ki shuruaat karte hai.
_______________________________________

Ks:- Pahela aap humare sawalo ka javab dijiye.

As:- Aacha thik hai. Ha mission se hum subha hi aaye hai. Aur hum headquarter se hi aa rahe the to tabhi aapki vahan dikhi to hum yeha aa gya. Agar abhi aapke saare prasno ke uttar prapt ho gya ho to kya aap hume yeh aane ka karan batane ka kasht karegi behna. (With sugar coated smile)

Karishma narrated everything to Anubhav.

Hm:- Anu (looking at others teasing look) ...bhav aap Ghar jaiye. Hum Kritika ko lekar aata hai.

As:- Nahi priye aaplog Ghar jaiye. Hum Kritika ko lekar aata hai. Aap bas hume pata (address) bata dijiye.

Hm:- Par aap to Kritika ko jaante bhi nahi hai. Aur nahi aap dono ne ek dusre ko kabhi dekha hai.

As:- Priye, jaise hum keh rahe hai vaisa kariye. Aur aap chinta maat kijiye hum pata kar lenga. Aap sab filal Ghar jaiye. Hum Kritika ko ghar lekar aate hai.

Hm:- Thik hai. (Haseena gave him Kritika's address where she may be present now)

°

°

°

°

°

°

°

°

ANANDVAN GARDEN
Fictional


Anubhav reached there and after searching for her, he finally found her. He reached there and seen that she is sitting on a bench near a tree and just silently crying and having blank expression on face.

As:- Kritika.

Kritika looked at the source of voice.

Kritika:- (in confused) Aap kaun hai? Hum aapko nahi jaante.

As:- (he sits besides her) Ha hume gyat hai ki aap hume nahi jaanti.

Kritika:- To phir aap humara naam kaise jaante hai?

As:- Yeh hum aapko baad me vistarpurvak batayenge. (He thought she don't know the meaning like everyone) Aa... vistarpurvak matlab.... (Interupts by Kritika)

Kritika:- In Detail. (in casual)

As:- (in shocked) Aap samaj gayi.

Kritika:- Ha hum samaj gaya. Hindi humari matrabhasha (Mother Tongue) hai, vah to sabko aana hi chahiya. Aur hum hindi bhasa ke bahut bade prashansak (admirer) hai.

As:- Chalo koi to hume samajne wala hai. Varna sabko Hindi ka arth samjate samjate humari swaasthy kharab ho jaati hai. (With frown)

Kritika:- Ha.. (She realised something) Ek minute, aap humse aisa baat kar rahe hai jaise aap hume bahut aache se jaante hai. (Raising her eyebrows)🤨

As:- Ji nahi, hum nahi jaante aapko. Chaliye hum aapna parichay ab aapko de hi deta hai. To hum hai iss Lucknow seher ke DSP aur haseena Singh ke pati aur Karishma Singh ke bade bhai, 'Anubhav Singh'.

Kritika:- Ohh! To aap yeha kya kar Rahe hai?

As:- vah hum aapko baad me batayenge, filal aap hume yehi bataiye ki aap iss Shan akela yeha kya kar rahi hai?

Kritika:- Hum bas akela rehna chahte the, isliye hum yeha aaye hai.

As:- Raatri bahut ho gayi hai To aap abhi Ghar jaiye.

Kritika:- Woh... (She fumbled) hum baadme.. chale jayenge, aap jaiye.

As:- (fake frown) aap hume bhagana chahti hai.

Kritika:- Nahi bilkul nahi.

As:- To aap saach kiu nahi bol rahi hai? Hume sab pata hai , hume priye matlab haseena ne sab bata diya hai.

Kritika:- Agar aap sab jaante hi hai, to aapne humse kiu poocha? Aur aap humse Kaya chahte hai?

As:- Kuch bhi nahi. Bas aapke Maan me Jo bhi hai vah hume bata dijiye.

Kritika:- Hum thik hai, humare Maan me kuch nahi hai.

As:- Saachi (trying to let out her emotions)

Kritika:- Ha saachi, aap Kya karenge humari Maan ki baate jaankar ?

As:- Ek baar bata kar to dekhiye. Aur aap hume bhaiya bula sakti hai, behna.

Kritika:- Aapno ne hume door kar diya aur aap hume ek naye rishte me baandhna chahte hai. (In sarcastic smile) Kahi humare wajah se aapko bhi taklif na pooch jaye. Aur age jakar aapko bhi aisa na lage ki aapne bhi galti kardi humse rishta jorkar.

As:- Ek baar aapni dil ki baate bayan kar dijiye behna.

And that's it for Kritika, she is unable to control her emotions.

Kritika:- (tears welled up in her eyes, she has having now hard to control her emotions) Bhaiya (She slowly muttered).

As:- Ansu ko bhene dijiye, bhena.

Kritika:- (She side hugged him and start to crying vigorously) bhaiya!
Humse aur nahi sehan ho raha hai. Kiu woh Hum par thoda sa bhi bharosa nahi kar paya. Kya hum vishwas karne ke layak nahi hai. Oonhe samaj ki chinta hai lekin humari nahi. Aapko pata hai jab mumma ne humse kaha ki humare wajah se vah kahi bhi aapna muh (face) nahi dikha payega , tab hum pure tarah se toot Gaye the. Papa ne hume ghar se hi nikal diya, ekbaar bhi humari baat nahi sune. Woh humse pyaar karte hai na to oonhone aisa kiu kiya bhaiya? Kiu kiya? Aap bataiya na bhaiya.

Kritika is now vent out her all emotions she is hiding a long from everyone, she is just crying vigorously, while continuosly questioning him.

As:- (Caressing her back and trying to console her) Baacha aap shaant ho jaiye. Aapko sab pyaar karte hai.

Kritika:- Nahi koi nahi humse pyaar karte hai. Sab humse nafrat karte hai.

And by saying this, she gets unconscious.

While feeling a weight in his shoulder, he checked Kritika and seen that she get unconscious.

As:- (While tapping her face with his palm) Kritika, aankhe kholiye.

But she is not responding.

As:- Lagta hai kamjori ke wajah se behosh ho gayi hai.

Anubhav than take Kritika in his arm and settled her in car. And then he called haseena and inform about her condition and to call doctor. Then after sometime, he reached his home.







Aakhir  kar Kritika ne aapne dil ka haal byaan kar hi Diya. Dekhte hai MPT ki family kaise Kritika ko ek naya jeevan deti hai.


Next part will be the little long part. And after that part , new journey will be start in Kritika 's life. And many twists and turns are waiting for Kritika. Let's see how she will handled everything with her new family. So stay stuned with me.😊


_______________The End_______________

Words:- 1110+

I hope you like the 13th part of the story. Plz vote and let me know in comments section that do you like it, is it interesting or not?

Precap:- A new beginning

Next part will be upload soon. Till then Bye bye.🙋‍♀️🙋‍♀️

Do vote and comment if you liked it!
😊😊

❤️❤️❤️❤️❤️
❤️THANK YOU❤️
❤️❤️❤️❤️❤️

Strangers to Family....❤️Where stories live. Discover now