PAINFUL PAST

769 44 3
                                    

Arjun: isi baat ka dar tha lekin pata nahi paru ki death ke waqt kya hogaya tha khud ko sambhal hi nahi paya

Niyati: kyun ki wo tera twin tha tum dono ek sath is duniya main aye the in medical science agar ek twin Marta hai hai to dusre ko lagta hai ki uska ek part margaya hai isliye Tera us din Rona jaroori tha warna tu shayad karu jaisa ho jata aur shayad mujhe bhi dur kar deta phir apni life tere bina imagine bhi nahi kar sakti lekin mujhe pata hone chahiye tha esa kuch ho sakta hai lekin main bhi (Arjun cuts in)

Arjun: tu 5 saal ki thi jab tere mom dad Shahid hue the tu 11 saal ki thi jab bui Shahid Hui phir tu 15 ki thi jab mama Shahid Hui tune apne mom dad waqt hi last royi thi lekin uske baad tu kabhi nahi royi hamesha apne aansu rokleye kabhi karu ke liye to kabhi phuphu or chutki to kabhi mere liye lekin tu bhi to insaan hai na tu bolti hai na ki tune tino Shergills brothers ko bara kiya hai tu paru se papa, mama ya Bui se bhi jyada connected thi aur jab woh gaya toh tu rok nahi payi apne aap ko lekin ye sab purani baat hai abhi hamara main focus Karan ko karu banane main hona chahiye so no more crying and time for action aur haa chal alpha ko check kar le ki thik hai ya nahi

Niyati: haa (wipes her eyes) and thank you meri life mein aane ke liye to mujhe kitne ache tarike se samajhta hai mujhe mere Bina bole hee samajh jata hai

Arjun: tu pagal hai kya bandariya main to tujhe 12th ke baad tujhe samajh ne laga lekin tu to mujhe bachpan se samajhti hai papa ne data to papa ko samjhana mera mood off ho toh sirf do hi insaan mujhe sambhal sakte hai ek mama and ek tu thank you meri life main ane ke liye

Niyati smiles and enters an old room and opened a cupboard that leads to another door and has staircase to go down they both reach there

Niyati: thike hai alpha kahi dard ho raha hai aur haa kuch yaad aya ya nahi

Arjun: yaad ana important nahi hai lekin kahi dard to nahi ho raha hai na

Alpha: thora sar dard ho raha hai lekin kahi aur dard nahi hora

Niyati: woh tum.tab se drug ke andar the na isliye ye Lelo aaram milega

Alpha: thanks ma'am and sir mera itna dhyan rakhne ke liye aap nahi hote to pata nahi Mera kya hota 

JuNi(Arjun and Niyati) breathes in deeply and smiles

Arjun and Niyati: ye to hamara farz tha

And they leaves niyati keeps a hand on Arjun shoulders and says

Niyati: thora time de sab kuch thik ho jayega

Arjun nods and says

Arjun: (smiles) chal ab so jate hai

SHERGILL FAMILY Where stories live. Discover now