Chapter 3

1.4K 84 7
                                    

Dil jude bina hi tut gaye
Haq mile bina hi chhut gaye
Ki likhe ne lekh kismet ne..
Baar baar ron di akhiyan
Tainu jo na vekh sakiyan
Kho diya hai yaar Kudrat ne..
Kataan main ki ve din
Teri soh tere bin
Main toh jiya na mara

Sydney, Australia
The event went super successful and took up all the headlines. It was Friday morning and he was packing his bags though yesterday was tiring with continuous meetings and interviews he still didn't waste a day to relax and as per the planned he was up for his flight to Pakistan today. After packing his bags and all the gifts he bought for everybody at home he took a sigh of relief.
He went to his cupboards and opened up the locker. There he took out a velvet box. He snapped it open and there was a platinum band and a cushion cut diamond ring. Meerab likes plain platinum bands while he wanted to gift something bigger so he bought both. He smiles looking at the rings.

He puts the box carefully in his handy carry

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

He puts the box carefully in his handy carry.
All set to go. He mumbled.

Next Day:
Hyderabad, Pakistan
Meerab!!!
She turned around at Maa Begum's voice.
Meerab: Jee Maa Begum
Maa Begum: Yeh Dekho pta nhi Kya hogya kb se call kr rhi hoon Murtasim ko magar phone nhi lg rha tm Dekho zara.
Meerab: Jee mein dekhti hoon.
She took the phone to see his WhatsApp DP on screen. Though it's a picture she still felt that his eyes were piercing through her. She quickly averted her gaze. 

She dials the call but his WhatsApp is off

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

She dials the call but his WhatsApp is off.
Meerab: Maa Begum shayad phone off Hoga ya signal issue Hoga aap thori der Baad try krlena.
Maa Begum: Acha Chalo theek hai. Mjhe Murtasim ko bhi btana tha tmhaaray rishtey ka magar Dekho Zara pehle woh apne event aur meetings mein busy tha aur ab mobile band krdia hai.
Maryam enters the hall to join both of them.
Maryam: Bhai ne thakk k phone band krdia Hoga. Unke launch event k Baad Tou woh har jagah chaaye hue Hain. Dekhen Maa har jagah bs Murtasim Khan ki baatein ho rhi hain.
Maa Begum takes a look at her phone.
Maa Begum: Masha Allah. Masha Allah.
Maryam: Meerab Aap Kya pehn rhi hain Kal.
Meerab: Pta nhi abhi tk kch decide nhi Kiya.
Maryam: Arey kyun. Aap ko Tou excited hona chahiye after all aap k susraal Walay aa rhy hain.
Meerab: Abhi susraal Walay nhi Hain woh. Aur tm ho na ek excited Kafi hai iss Ghar k liye.
Maryam: Wese jori Kamal ki hai. Aap dimagh ki doctor aur woh Dil k specialist. Yeh Wala doctor doctor humne kbhi nhi khela. 😉
Meerab: Maa Begum ne Sunn Liya na Tou abhi tmhaara ilaaj krden gi.
Maryam: Bhaee mein Tou ab kch din ki mehmaan hoon iss Ghar mein. Ab Kya darna.
Meerab: Ruko abhi btati hoon mein Maa Begum ko.
Maryam: Arey yr ab Banda mazaak bhi na kre.
Maa Begum: Yeh tm dono Kya ghusr phusr kr rhe ho?
Meerab: Woh Maa Begum....
Maryam: Kch nhi Maa Begum mein soch rhi thi Meerab ki help krdun dress choose krne mein Kal k liye.
Maa Begum: Haan jao blkay Maayi aur feena ko bhejo mere pass. Woh log lunch pe aa rhy hain Tou intezaam bhi krna hai naa.
They both nod and left.
Next scene:
Maryam: Yeh Wala kesa rahega.
Meerab: Yeh boht loud ho Jayega koi aur color dekhty Hain.
Maryam: Ek Tou aap aur aap k light color pehne ka shoq. Yaad hai jb hum Eid ki shopping pe jate the tb Bhai aap ko zabardasti koi dark color dilwatey the. Itna suit krta hai aap pe red magar aap Hain k yeh ajeeb white color k kapray rkhey hue Hain saarey.
Meerab smiles recalling the moments when he gifted her the Red outfit on Eid. And his eyes when he saw her wearing that. And now all the colors lost the meaning for her. She finds nothing attractive. Kash Murtasim tm smjh skty k tm mere liye Kya ho.
Maryam: Meerab Kahan kho gyi.
Meerab: Kahi nhi tm btao Kya keh rhi thi.
Maryam: Yeh dekhen yeh Wala best hai. Na zyada dull hai aur na loud okay?
She showed her pista green outfit.
Meerab: Okay.
Later in the evening:
Meerab was preparing a presentation for her upcoming conference when Anwar Khan knocked on her room door.
Meerab: Aajayen.
Anwar Khan enters the door.
Meerab: Arey Baba aap ko knock krne ki Kya zaroorat thi.
She said folding the laptop screen.
Anwar Khan: Beti k kamray mein Puch k jaate Hain.
Meerab smiles and Anwar Khan sits on the couch adjacent to her bed.
Anwar: Yahan aao betho mere pass.
Meerab joins him on the couch.
Anwar Khan: Beta Kal Ansari Sahab ki family aa rhi hai. Yeh meeting tou bs formality hai woh log mjhse tmhaara hath maang chuke Hain magar mein Chahta hoon tm ek baar Rohail se mil lo aur phir faisla kro. Magar ek baat yaad rkhna Meri taraf se koi zabardasti nhi hai. Aaj agar Nazia zinda hoti Tou woh yeh baat krti tmse magar ab mein keh rha hoon k Mere liye tmhaari Khushi Sab se barh kr hai Tou agar tm Kaho Tou mein abhi bhi mana kr skta hoon agar tm khush nhi ho Tou.
Meerab got tears in her eyes when he mentioned her mother.
Meerab bends her head on his shoulder.
Meerab: Baba mere liye aap ka faisla har cheez se muqaddam hai. Aap mere liye Jo bhi decide krengy woh behtar hi Hoga. She slowly gets up.
Anwar Khan wiped off her tears.
Meerab: Aur aap se kisne kaha mein khush nhi hoon. Mjhe aap ka faisla Dil se qubool hai.
Anwar Khan: Mera pyara bacha. Bas ab Allah tmhaara naseeb acha kre. Insha Allah Rohail k Sath tm boht khush rahogi.
Meerab: Insha Allah kyun k woh aap ki pasand hai and mere baba ki choice best hai.

Zilhaal e Miskeen Where stories live. Discover now