Unraveling the Plan

353 30 2
                                    

At breakfast table, kaira greeted everyone, and sit beside each other but our naughty kartik held Naira hand under the table as no one saw this, Naira eyeing kartik but he smiles and do his breakfast,

Naira: papa, Maa, dadi mujhe aap sab se kuch kehna hai,

All together: bolo beta,

Naira: woh aap sab jante hi mera profession, mujhe hospital jana hoga agar aap sab ko koi problem nahi hai toh,

Dadi: koi problem nahi hai, tum jao.

Manish: waise bhi work come first,

Swarna: ha beta, waise bhi ab bas muh dikhai ka function hai woh hum Sunday ko rakh rahe hai, us din sab free hoge.

Naira: ok Maa,

After sometime,

Kartik: mujhe bhi Angel ke sath jana hai,

Naira: thik hai chalo,

Swarna: Naira beta yeh tumhe pareshan karege kaam nahi kar paogi.

Kartik ( angrily) nahi, mujhe jana hai jana, angel...

Dadi: kittu, tum hamare sath mandir chalo, waha kya karoge hospital me.

Kartik : nahi, mein angel ke sath hi jauga,

Naira: acha thik hai gussa mat ho chalo mera sath,

Dadi: Naira beta,

Naira: it's ok dadi, waise bhi mujhe kartik ke kuch test karne hai,

Swarna: kaise test beta,

Naira: kuch khaas nahi Maa bas regular test hai, kartik ki mind ki growth kitni developed hui yeh check karne ke liye.

Swarna: ok beta, bass mein toh yahi chahti hu mera beta phle jaise thik ho jaye aur phle jaise mujhe se jid kare ki Maa Maa mujhe yeh banakar kilao, mujhe abhi apke hath se khana hai, and started crying.

Naira: plz, don't cry Maa dekhna, kartik bahut jald thik ho jayega.

In car.

Kartik: Dekho jaan, fir se mat shuru ho jana ki Maa sach me innocent hai,

Naira: mene toh kuch bola hi nahi, aur mein toh yeh soch rahi thi ki aur kon ho sakta hai, in sab ke peeche.

Kartik: woh to Sunday ko party me pata chalega,

Naira: kaise,

Kartik: Sunday ko party me woh jarur kuch karegi mujhe maare ke liye, isliye toh unhone Sunday ka din socha hai.

Naira: par Sunday hi kyu,

Kartik: Sunday traffic bahut hota hai aur unke mutabik agar mujhe hospital leke bhi gaye toh mein raaste me.

Naira: bas kartik aage kuch mat bolna please, and hugged him tightly and cry, mera toh tumhari baate sun kar hi dil kaap gaya.

Kartik: shhhhh... jaan, stop crying, see I am alright, aur mujhe kuch hoga bhi nahi,

Naira: aur mein tumhe kuch hone bhi nahi dungi, ab mujhe pata hai mujhe kya karna hai.

Naira than call someone and conversation muted...

At an isolated place,

A boy goes towards a cottage, and their a woman sitting and sipping coffee,

Boy: aap yaha maje se bethi hai aur woh Kartik Goenka wapas aa gaya hai,

Women: relax, just chill, tum kyu pareshan ho rahe ho, waise bhi woh pagal humara kya bigad lege, uska hona na hona ek barabar hai, Sab humare plan ke mutabik hi hoga.

Boy: kya plan hai aapka.

Women: .......

Both smiles evily..

Kyon ki itna pyaar.....Where stories live. Discover now