PHUPHU

639 39 2
                                    

Arjun: aur kya tere ko pata hai tere ko yaad karke kitna roti hai ye lekin kabhi phone nahi karti bandariya aur hai inse miliye Mr. Karan Shergill my work colleague aur in kuch din main niyati se bhi close ho gaya hai right niyu

Niyati: right Karan

Karan had tears and smiled at the same time

Karan: of course aur ek tum dono mujhe please Karu bulayo

(In mind) thought kamine hai dono mauke ka fayda uthana koyi in dono se sikhe

Everyone was shocked as Karan doesn't like anyone calling him with pet name except Monami but this time he was telling others to call him Karu

Faizi: (in mind) janab ne hame to kabhi nahi bola ki mujhe ki main use Karu bula sakta hu

Sanjana:(in mind) sirji ko ho kya gaya hai inke aane ke baad aur hame to behen mante hai na lekin hame bhi aaj tak nahi bola karu bhaiya bula ne ke liye

Monami:(in mind) main khadoos Shergill bulayo to gussa aa jata hai hai lekin inhe karu bolne de raha hai ye kya iske apne lagte hai jo inhe allow kar raha hai aur apni khud ki gf ko aaj tak bataya tak nahi

MoJanZi ( Monami+Sanjana+Faizi) came to the real world when JuNi spoke

JuNi: why not

Manjeet had tears in his eyes but he composed himself

Manjeet: chal Niyu thora bahar chal te hai you will feel better to chale

Niyati understood his gesture

Niyati: haa kyu nahi chal

They go out and Mahajan hugs her and she responds as well

Mahajan: kaisi hai tu Niyu sorry itne saalo se milne nahi ya ya i love you mera bacha tere ko kahi aur toh chot nahi lagi hain na kahi dard ward toh nahi hai pls bata

While having tears in his eyes

Niyati: main ekdum thik hu phuphu (phuphaji) aur aise nahi rote

Mahajan: woh kya sach main Karu tha means Karan hee girgit hai isliye jab bhi use Mila hu toh mujhe Pratap ki yaad aati hai lekin ye itna kaisi badal gya aur ha usko meri taraf se sorry bole diyo

Niyati: are sorry kis baat ka tune use last tab dekha tha jab 12 saal ka tha uske baad tu Ghar aya to tab jab Karu ghar main nahi tha woh samajh jayega don't worry lekin tu usse mila kab

Manjeet he tells her the whole story

lekin uus Karu main yaad kyu nahi hu

SHERGILL FAMILY Where stories live. Discover now