~Chapter 9~

68 5 8
                                    

Parineeti had died due to over bleeding. Karanveer was numb.

V~kya hua? Aap dono aise kiun?

B~Pari nahi rahi rajkumar, wo mar gayi

She cried hugging him, he looked on shockingly

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

She cried hugging him, he looked on shockingly. He went to Parineeti and checked her nerves but it didn’t work.

V~rajkumari, aap ko aata hai na dil ki dhadkan wapis laana? Aap wo kiun nahi kar rahi?

B~hum ne kiya, koi faida nahi hua, dekho na Parineeti nahi rahi rajkumar

V~(angrily) ye sab chacha jee ke kaaran hua, aur is samaaj ke kaaran bhi. Jab samaaj ke mardo’n ko manoranjan karna tha, tab tak Pari un ke liye kalank nahi thi lekin baad mein kalank ban gayi vivaah karte he? Bechare Karanveer ki haalat dekhiye

B~chacha jee itne krur kaise ho saktay hain? Kuchh din jab tak unhein koi aur thikana nahi mil jaata, un ko wahan insaaniyat ki khaatir rehne de detay toh kya ho jaata? Samaaj ne bhi baraava diya hai galat ko.

V~wo toh hai, aaj jab chacha jee ko khud ko kalank kaha gaya, tab bhi wo Karanveer aur Parineeti ka dard na samjhay, un ke seene mein dil hai he nahi, abhi abhi dono ka vivaah hua tha aur ab ye sab. Karanveer, Karanveer sambhaal khud ko, hum jaante hain mushkil ghadi hai, aap ko insaaf milay ga

K~kaisa insaaf rajkumar? Us insaaf ke mil jaane se bhi meri patni wapis nahi aye gi. Mujhe kuchh nahi chahiye, bas apni patni chahiye. Mujhe meri Pari wapis la kar do, mujhe aur kuchh chahiye he nahi.

 Mujhe meri Pari wapis la kar do, mujhe aur kuchh chahiye he nahi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Vinay hugged him as he cried looking at Parineeti.

V~hausla rakho Karanveer, mere bhai. Tu toh kitna himmat wala hai na, aise rotay thori na hai

K~mujhe meri patni wapis chahiye bhai

V~humein maaf kar dijiye, hum ne sach mein bohat koshish ki Karanveer, vaidyo’n ne aane se inkaar kiya toh hum dawa bhi le aaye magar dair ho gayi

K~abhi abhi toh khushiyo’n ne dastak di thi, phir ab kiun ye sab hua? Hum dono raat ko he nikalne walay thay, raana jee ne aadesh diya hua tha daas daasiyo’n ko ke humein kaheen na jaane dein, is mein hum dono ki kya galti, Pari ki kya galti, agar humein jaane diya hota, toh abhi Pari mere saath hoti bhai. Bhabhi sa, aap kahiye na Pari se ke wo uth jaaye, aap ki bhi toh ek achhi sakhi thi na wo? Usay kahiye na wo uth jaaye. Pari utho. Rajkumar aap kahiye na Pari se, mujh se pehle toh wo aap ki sakhi bani thi, aap kahein gay toh shayad uth jaaye gi. Kahiye na usay.

VAni/PreeRan~KalankWhere stories live. Discover now