24. ENDING THE ENEMY

657 72 24
                                    

Hey guys...

Enjoy this part...😊
......................................................................

Karan (Painfully) - You were the one who killed our Dad...!!! (Shouting angrily) WHY...???!!! WHY HIM, VIKRAM...???!!! JANAM DIYA THA UNHONE TUMHE, FOR GOD SAKE...!!!

Vikram (Angrily) - MERI JAGAH TUMHE DENEWALE THE VO...!!! Main is family ka bada beta hu aur mujhe hi apni rightful jagah nahi mil sakti, lekin mere chhote bhai ko zaroor mil sakti hai kyuki vo responsible tha unki nazro me...!!!

Karan (In a defeated tone) - Vikram... Agar baat sirf is jagah ki thi to tum bol bhi sakte the mujhe. Apni jagah haq se maang sakte the. Tumhe itna sab karne ki koi zaroorat nahi thi. Dad aur mera samjh aata hai but Chhoti... Use aise maarne ka matlab? Itne veheshi tarike se maarne ka kya matlab hai, Vikram...???!!! Meri bachi ko itni takleef kyu?

Vikram (Spitefully) - Kyuki mujhe tujhse nafrat hai, Karan...!!! Tune na sirf Dad ko apni taraf kar liya tha, balki Maa aur Kiya ko bhi apni taraf kar liya. Jo mere sath nahi, vo mera dushman hai. Tu Dad ke samne itna acha ban gya ke unhone to apni jagah hi tujhe de di. Mere dil me tabse tere liye sirf aur sirf nafrat hi hai, aur kuch nahi... (Looking at Monami) Aisa kya kiya hai isne ke tum bhi iske kareeb jaane se khudko rok nahi payi? Tum to nafrat karti thi na hum jaise Mafias se? To kya hua? (With a smirk) Paisa, power, position ya aur kuch...???!!!

Monami (Feeling disgusted) - Tum jaisa gira hua aur jiske dimaag me sirf gand hi bhari padi hai, vo aur soch bhi kya sakta hai...!!! No wonder ke tum jaisa insaan aaj akela hai... (Scoffing at him) Oh sorry...!!! Tum to insaan ho hi nahi kyuki ek jaanwar bhi apni family ko bachane ke liye ladta hai lekin tumne to...!!!

Maan (In anger) - Meri shakal yaad hai tujhe, Vikram? Ya bhul gya?

Vikram (Narrowing his eyes) - You're that kid ke jise maine maarne ke orders diye the apne aadmiyon ko, lekin unke mutabik vo bacha miraculously gayab ho gya tha aur fir kuch saalo baad vo mere bhai ke sath dikha. To ab tum iske paltu ho?

Monami (Without any expressions) - Vo mera bhai hai, Vikram...!!! Kya tumhe pata hai ke tumne aaj tak kitni zindagiyan barbaad ki hai? Are tum jaisa khudgarz insaan ye tak bhul gya ke jo tumhe is duniya me laaya, tumne usiki jaan le li... Tumne apni hi Maa se unka sathi chhin liya, tumne apni hi behen ko itni berehmi se maara ke kisi ki bhi vo dekhkar ruh kaap jay. Tumne mere Bhai ko apni puri family se dur kar diya, meri family ko meri aankhon ke samne maar diya. Tum jaisa insaan koi rishta hi deserve nahi karta, Vikram...!!!

Gauri (Without any expressions) - Mujhe to aaj tak aisa lagta tha ke koi bhi Maa apne bache se naraz to ho sakti hai but usse nafrat kabhi nahi karegi, par tune aaj mujhe galat saabit kar diya meri parvarish ka mazaak banakar. Tu ab jiye ya mare, mujhe usse koi lena dena nahi hai... (To Karan) Beta, ye tere Pita aur Behen ka hatyara hai. Ab tu iske sath kya karega, ye tu soch le. Tu jo bhi faisla lega, mujhe manzoor hai.

She left from there without looking back once. Vikram started to laugh like a mad man. He also started to clap his hands in a sarcasm. He said...

Vikram (Amusingly) - Yeah sure Brother, go ahead. Ab to tumhe humari Maa tak ka approval mil chuka hai so, go ahead. Come on, kill me...!!!

Karan (With an attitude) - Maan...!!!

Maan (Glaring at Vikram) - On it, Boss...!!!

Karan (Gritting his teeth) - Shayla...!!!

Shayla (Nodding at him) - Of course, Karan...!!!

She went near Monami and gestured her to go with her. Monami looked at her in a confusion and then at Karan. She asked...

UNDER HIS PROTECTION (COMPLETED)Where stories live. Discover now