Part-5
Bahadur House
Niggo ji and mimi were doing their breakfast waiting for farjaad to join them
Niggo ji was thinking about last day's events
Umeed's heartfelt efforts to make positive and healthy difference in farjaad's life was so heart touchingShe never imagined umeed could do something like this
She always saw her breaking classic pieces or creating a mess but this side of umeed was new to her and she simply couldn't get this out of her mindMimi looked at niggo ji
Mimi- maa
Niggo ji - yes mimi
Mimi- kya hua aap kiss baarei mei soch rahi hai
Niggo ji- nothing beta
Just then farjaad came all ready to leave
He sat in his chair and mimi served him his breakfast
Farjaad- Assalamuallaikum maa
Niggo ji - waalaikumassalam
Mimi- bhai mujhe apse baat karni hai
Farjaad-bolo beta
Mimi- bhai aap reena ko fire kardein
Farjaad and niggo looked at mimi
Farjaad smiled
Farjaad- mimi beta apko nahi lagta aap umeed ke saath rehte rehte bilkul umeed ki tarah baatei karni lagi
Mimi- bhai please
Mazaak na udayeinFarjaad- kya hogaya mimi
Mimi- bhai aapko nahi pata kal uss reena ney umeed ki kitni insult ki
Pata hai umeed kitni hurt hui thi
Bichari uska toh koi kasoor nahi tha
Infact usne toh apke liye kitna pyaara sa surprise plan kiya tha
Aur uss reena ki wajah se bichari umeed ka mood hi off hogayaNiggo ji- kya kiya reena ne mimi
Mimi- maa
Umeed se ghalti se paani ka glass girgaya tha aur miss reena ka expensive LV bag thoda sa geela hogaya tha
Uss par usne umeed ko kitna kuch suna diya
Woh toh umeed ne bhai ki image aur company ke reputation ke baarei mei soch kar kuch nahi kaha
Warna jiss umeed ko mai jaanti hu na woh reena ka mooh hi tod detiNiggo ji felt bad and farjaad sighed
Farjaad- waise kaafi hurt hui thi umeed
But ab theek hai
Thodi pampering ki zaroorat hoti hai madam ko
Agar woh kardiya toh she is all setHe smiles and mimi smiles too
Mimi- but woh jaldi maan jaanti hai bhai
Zyaada nakhrein nahi dikhaatiFarjaad- nakhrein toh beta woh sirf mujhe dikhati hai
Mimi- kyuki usey pata hai ke aap hi usey handle karsakte hai
Farjaad-hmmmm
Niggo ji smiles and asked
Niggo ji- waise tum kis surpirse ki baat karrahi thi mimi
She don't want to tell mimi and farjaad that she knows about it so she pretended to stay unaware of umeed's surprise
Farjaad smiled and said
Farjaad- lavender bouquet aur kuch essential oils jissey mera migraine thoda kam hojaye
Niggo ji- So thoughtful of her
Mimi- hai na maa
Kitni intelligent hai umeedFarjaad smiles and mimi said to him
Mimi- par aap reena ko fire zaroor karein
Please bhai
YOU ARE READING
My Little World
FanfictionOverview- Farjaad and umeed are poles apart..Farjaad is calm,serious and a passionate business man jiske liye kaam ke alawa kuch matter nahi karta Whereas umeed is carefree,Joyous and bubbly girl who enjoys every second of her life jo kaam ke naam s...