My Little World
Part-14
USA
Farjaad as usual went for a conference to attend with reena while telling his dear wife to wait for him in the waiting room of the office
Reena gets inside but farjaad looked at grumpy umeed and said
Farjaad- umeed please
Cheer up
Jaise Meri conference khatam hojayegi we will get back to the hotel
Aur phir aapko jahan jaana hai mai waha lejaungaUmeed- Rehne dein aap
Zyaada baatei na banaye
Mujhe pata hai ke aisa kuch nahi hone waalaFqrjaad- arey yaar
Don't get it started again umeed
Is baat par hum kitni dafa behes karenge??Umeed pouts and farjaad sighs and cupped her cheek
Farjaad- Yahi wait karein
Mai kuch der mei aajaunga
OkUmeed- Theek hai
Jaayein
All the best
Allah aapko kaamiyab kareinHe smiles and kissed her forehead
Farjaad- Love u baby
Umeed- love u too
Farjaad went inside and umeed looked around and peeped outside the window
Umeed- Yahan ke logo ko oonchai se kya obsession hai
Itni oonchi buildings hai har jagah
Allah ji
Bass hamari hifazat karnaShe wandered here and there to pass the time and her gaze fell on a small girl who is close to 5 years accompanying her mom and dad
The girl looked back at umeed and smiles wide
Umeed waves her hand and the girl waves backUmeed went out and that girl moved forward to meet umeed
Umeed- Hi
Girl- Hello
Umeed- Urdu aati hai?
Girl nods and Umeed shakes her hand
Umeed- Mera naam Umeed hai
Aur apkaGirl- Mera naam Reem hai
Umeed- bada pyaara naam hai
Reem-haan sab yahi kehte hai
Umeed smiles and asked her
Umeed- Aap iss boring se office mei kya karrahi hai
Reem- apne mama baba ke saath aayi hu
Woh yaha kaam kartey hai
Aur aapUmeed- Mere Husband bhi yaha kuch kaam ke silsile mei aaye hai
Unke saath hi aayi hunReem-same same
Waise umeed baji
Ek baat batayein
Apko bore horaha hai na meri tarahUmeed- Haan
Bahot zyaada
Pata nahi yaha log kaam kaise karletey hai
Mujhe toh ghutan horahi haiReem- mama bhi yahi kehti hai
Par kya karey
Kaam toh karna padega naUmeed smiles and ruffles her hairs
Reem- umeed baji
Kyu na hum ek kaam karey
Nicche jaake khellein
Tab tak bade logo ka kaam nahi hojataUmeed- Haan
idea bahot accha hai par agar apke parents aapko dhundne laggaye toh
Woh pareshaan hojayenge naReem- kuch nahi hoga
Hum uss receptionist ko batadenge ke hum neechey jaarahe hai
Woh batadegi mama baba koUmeed-hmmm
Sahi hai
ChaleinnReem- haan
Umeed held reem's hand and she walked towards the reception
Umeed- Excuse me
YOU ARE READING
My Little World
FanfictionOverview- Farjaad and umeed are poles apart..Farjaad is calm,serious and a passionate business man jiske liye kaam ke alawa kuch matter nahi karta Whereas umeed is carefree,Joyous and bubbly girl who enjoys every second of her life jo kaam ke naam s...