abhir , abhira akshara

4.5K 150 25
                                    


Ok guys in this story abhir is alive and confronting goenka's

Goenka's and poddar's were sitting together having breakfast until armaan saw someone and called aree abhir come here itne saal ho gye tumse mille kaise hai mere dost said armaan

Bhot badhiya mere dost aur Mysore kaise aana hua said abhir

Bas family vacation vaise tera kaise aana hua  asked armaan

Aree meri behn aur mumma ko aapne saath wapas le Jane aaya hu after dadda Mumma couldn't move on from this place as it was our house that we dreamt of and meri behn unke Bina reh nhi sakti thi and mujhe apne higher studies ke liye bhar Jana tha aur un yaado se bhi said abhir

I am so sorry abhir said armaan

Tu kyu sorry ho rha I have moved on bro par kabhi kabhi bhot yaad aati hai said abhir

Waise meet the goenka's said armaan

Aree inse toh bhot purane aur kadwe naate hai kyu mr. Goenka said abhir

Kadwe naate tumhari mumma ne banaye the said roohi angrily

Meri mumma ne kaise batayengi roohi said abhir

Uss akshara ki wajah se hi humari aaru ki death Hui thi said swarna angrily

Abhir laughed and said mrs goenka ab to budhape main bhi baaz nhi aayi . Pta nhi Nani kaise aape trust krke mere mamu aur mumma ko aapke pass chod Diya kaash us waqt wo apne Bhai ke paas unhe chodti to Aaj wo kitne acche hote par kya kre aap to girgit se bhi jaldi rang badalti hai koi nhi bhale hi nafrat se par aapne toxic ghar se meri mumma ko mukti to mili said abhir angrily

Aur Rahi baat aarohi maasi ko maarne ki toh roohi apni budhi chalo aur yaad kro car tumne start ki thi aarohi maasi ki maut ki vajah tum ho spatted abhir angrily

Aap sab goenka's wajah hai meri mumma ki  life ke trawma ke bhagwan insaan ko janwar bana de par aapke jaisi family na de kyungi janwar hona bhot accha hai par aise gaddar family jo apni ko hi na jine de wo bhot jyada bekkar hai said abhir

Roohi car tumse start Hui thi asked Manish

Kya mere so called nanu aap to alag hi hai khud ki thinking hai ki nhi kabhi apne bete pe trust nhi uski family trust nhi aapne soch to rakha hoga ki kya jawab denge apne bete ko ki unke baad unki betiyon ka kya haal bna Diya aapne aarohi maasi aur mumma ki ladai ki wajah aap kyunki baccha to hota hi naadan hai usse unki ladai solve Krane ka kaam baddo ko hota and I am sure kartik nanu uss kaam ko bakhubi krte par nhi aapse wo kaha hota hai har baache har waqt differentiate Krna jinse unki zindagi trawma mein gusri aur aapne baccho bilkul trust na Krna aapne kaise Maan liya meri mumma jo aarohi maasi konapni Jaan se zyada pyaar krti thi wo unhe maar daalengi par nhi aapko to apni wife dikhti hai kyuki khud ka dimag to chalta hi nhi hai ... Jawab soch ligiye kyu mere nanu aapko aise hi nhi chod denge unki do princess ki zindagi barbad krne ke liye said abhir angrily

While poddar's were shock on this

A girl come running towards abhir and hugged him tightly bhaiyaan aap aagye

Ha meri jaan said abhir

Ye manager tumhari behan hai asked poddar's dadi

Ji ye meri ek lauti behn abhira hai mujhe meri jaan se zyada pyaari hai said abhir side hugging her

Ye humari akshu ke beti hai said Manish

Aree nanaji ye aapki akshu aapke muh se Shobha nhi deta yes akshara ki abhira hai said abhir mocking

Do you guys want next update on this chapter






abhimaan : one shots or short stories Where stories live. Discover now