Her Pain, His revenge

930 104 85
                                    

Next Day,

Anubhav and Vishal see offed Kareena for the office after she was done with her breakfast and entered back into the mansion where his men along with the lady guards had already brought Trisha.

She was sitting with the ropes tied on the ground.

Mr.Singh: Ye kon hai Anu?

Anubhav: Haseena ki cousin...bas naam ki...kyu ki kaam toh sauteli beheno se bhi bure hai iske.

Maa:(glaring at her) kya kiya hai isne?

Anubhav: Haseena ko takleef di hai maa...par Haseena toh bholi hai, bure logo mein bhi accha he dekhti hai, usse ye bhi bichari lagi.

Trisha: dekhiye maine pehele bhi kaha hai, maine kuch nahi kiya, ap kyu mere peeche pade hai?

Anubhav: tumne kya kya kiya hai...iska pata toh hume chal he jayega.

He looked at the lady guards and gestured them.
They noded and two of them held her while the third women brought the electric wires to give her shock.

Trisha gulped out fear and screamed.

Trisha: y...ye...ye kya hai?

Vishal: lagta hai padhi likhi gavar ho tum, isiliye tum dekh nahi paa rahi ho ki ye electric wires hai, tumhe shock dene keliye.

Trisha: s..sh..shock?!!

She started struggling to free herself.

Trisha:(begging) n..nahi...nahi, please nahi!

Anubhav: vaise ek tareeka hai bachne ka

Trisha: kya? Ap...ap j..jo bo.. bolenge mai karugi.

Anubhav: mujhe sach Jaan na hai.

Trisha: k..konsa sach?

Anubhav: vo aisi konsi vajah hai jiske karan tumlog meri Haseena ko darte ho, dhamkate ho, uss se itna kaam karate ho ki vo puri tarah se exhausted ho jaye phir bhi kaam karti rahe? Bolo...(shouting) bolo!

Trisha: b..bata...bata ti hu, s..sab bata ti hu.

She gulped.

Taran: thoda jaldi...

Trisha: vo... Mere papa aur Haseena ke papa, do..dono sa..sagge Bhai hai, j..jab Haseena saath saal ki thi toh...toh uske parents ki... landslide mein maut ho gaiee aur...aur un..unke jaane ke baad Haseena aur Haseena ke bhai Aarman ki zimmedari humare... humare family pe aa gaiee.

All went shocked.

Anubhav: Haseena ka ek bhai bhi hai? (Shouting) kya kiya tum logo ne uske bhai ke saath?

Trisha noded.

Trisha: Jab...jab ch..chacha aur chachi ki death huee toh papa ko laga ki...ki Ab...chacha ki saari property humare naam hogi par...par chacha ne saari property Haseena aur Arman ke naam pe ki thi aur according to the will, Haseena apni pr.. property kisi ke naam kar bhi nahi sakti hai except for orphanages...bas..isi...isi baat ka papa aur maa ko ghussa aya aur...aur unhone Haseena ko darana aur dhamkana shuru kar diya ki...ki agar ussne monthly... monthly j..jo paise Haseena ko chacha ke bank se uske kharche keliye milte hai vo...vo papa ko nahi diye toh..toh vo unki padhiee ruka denge aur Haseena ke bhai ko...

Anubhav: Haseena ke bhai ko kya?

Trisha: Haseena ke bhai ko...b..beech...beech denge.

All went shocked and Anubhav's blood was literally boiling.

Anubhav: aaagee?

Trisha feared to say more.

Anubhav angrily threw the chair on the ground which was now broken into two pieces.

Anubhav: aagee?

Trisha: v...vo...vo

Mr.Singh: (shouting) bolo!!!

Trisha: vo...Haseena ne tab vo baat chu...chupchap maa...maan li, ph...phir ....phir jab vo badi badi huee tab vo Aarman ke saath Ghar chhod kar ja..jaana chahti thi par Kyu ki A..Arman tab s..sirf 15 saal ka tha toh uski official c... custody pa..papa ke pass thi isiliye unhone iss b..baat ka fayda uthaya aur...aur Haseena se kaha ki Agar vo chahti hai ki uska bhai ki zindagi normal bacchon jaisi ho toh... toh usse haar...har month papa ko 4...4 laakh dene hoge nahi toh vo Aarmaan ki padiee ruka denge aur tabse ab tak 2 saal beet chuke hai aur...aur Haseena ne humesha v..vo paise ti...time pe diye hai.

Anubhav's anger was now out of its limits, he just now wanted to fill her body with all the bullets in the guns present in that room but no...she is a girl Anubhav and moreover...she is only the one who can take them towards Aarmaan

Anubhav: bohot Shauk hai na tumhare baap ko Dhamkiyan dene ka? Bohot maza aata hai usse...ab mai usse batauga ki Dhamki...ka asal sawaad kaisa hota hai. Jis din usne Haseena aur uske bhai ko tang karna shuru kiya ussi din se uski ulti ginti shuru ho gaiee thi.

Trisha went scared.

Anubhav: Taran!

Taran: Samajh gaya Anubhav.

Anubhav: kaam Haseena ke aane se phele hona chahiye.

Taran noded and Trisha was taken away by the lady guards following Taran.

Maa: Anu...shant ho jaa beta.

Anubhav: nahi maa...Haseena ko jitna dard hua hai n, uss se duguna dard mai iss Trisha ke baap duga...Haseena ko Takleef deke usne apni maut ko daawat di hai.

Vishal: haa maa...Anu sahi keh raha hai, Haseena sirf 7 saal ki thi jab se uske saath ye zulm shuru huee, jane kitna tadpi hogi vo.

Anubhav shivered internally imagining her pain.

Mr.Singh: sahi kaha beta...Maut tak keliye tarsaana usse.

Anubhav: vo toh mai karuga papa, vo maut keliye tadpega zarur par usse maut milegi nahi. Maa...ap aur papa toh bass...Aarman ke Ane ki tayariya kijiye

Maa and Mr.Singh smiled.

Suddenly Anubhav's phone rang and he was informed that they have to leave.

Anubhav: Chal Vishal.

Vishal noded.

Maa : kaha?

Anubhav looked at Maa with smile.

Anubhav: Haseena ke bhai ko lane, Maa...Mera sala Ghar aa raaha hai.

Mr.Singh and Maa smiled .

Mr.Singh whistled.

Anubhav and Vishal left and Maa and Mr.Singh started with the preparations of welcoming Aarmaan.

__________________________________

Precap: The Best Surprise of her life
__________________________________

Mafia's Obsession Where stories live. Discover now