rishi admits akshu in hospital , doctor is checking her
ri: manpreet kaun hogi yeh ye aise truck ke samne kyu chal rahi thi dekh ke lag raha tha use hosh hi nahi tha bilkul khoyi khoyi si lag rahi thi
man: haa bhai lagta hai iske gharwalon ne ise bahar nikal diya
ri: dekh na kaisi masum lag rahi hai bilkul innocent bacchi ki tarah mann kar raha hai ise apne pass protect karke rakhu
man: hai na bhai hamari koi behen nahi hai ham dono ko hamesha ek choti behen chahiye thi isse dekho na ye bilkul doll ki tarah hai sote huyi kitni cute lag rahi hai par iss bichari ki saath kya hua hoga , kam marks mile isliye ghar walo ne bahar toh nahi nikal diya
ri: hmm ye ho sakta hai clg bunk kiya hoga 1-2 baar par iske gharwale bhi ajeeb pagal honge itni si baat ke liye bacchi ko ghar se bahar nikal diya
man: bhai maine aaj tak kitni ladkiyon ko tada hai par ye toh unse bhi
ri: kuch mat bolna chote kuch mat bolna mai teri chatni banaunga iska aur kisi aur ladkiyon ki comparison mat karna iske khilaf mai aise waise words nahi sunn sakta plz (in his mind)
man: bahot soft hai ye (rishi was about to smack his head) bilkul barbie ki tarah meri choti meri doll ise behen nahi banana mujhe ye meri chotu dost hi theek hai meri bestie
Rishi signs a relief listening this
dr was about to give injection to akshu
man/ri: no (shouts)
dr: what happen mr. oberoi
ri: aap use injection nahi de sakte
man: haa use kitna dard hoga bichari ittu si hai
ri: ha ham aapko use aise injection nahi dene denge use taqlif hogi aap dawaiyan de dijiye , chote
man: ha bhai samaj gaya mai chocolate leke aata hun use kadwi lagegi dawai
dr.: will you both stop , ye injection inke liye jaroori hai aur kuch baat hai jo mujhe inhe personally puchni hai vo main aap ke samne nahi kar sakta because ise late waqt aap ne kaha aap stranger ho uske liye
ri: okay par dheere se use dard nahi hona chahiye
man: haa jara sa bhi nahi
dr.: i will try my best
rishi manpreet held akshu's hands softly as if calm down her
ri: ab de dijiye par remeber halka sa
ri: hey sweetheart don't worry bas thoda sa dard hoga
man: doll tumhe pata bhi nahi chalega ham hai na tumhare saath
they are softly talking with unconscious akshu
dr. inject injection , manshi close their eyes tightly
dr.: ho gaya
ri: dr. plz bataiye kya baat hai koi serious baat hai kya
dr.: sorry mr. oberoi ye baat personal hai inhe hosh aa jayega tab bata dena
after 1 hour akshu start to regain consciousness
man: bhai ise hosh aa raha hai mai doctor ko bulata hun
ri: haa jaa jaldi , hey hi are you alright
akshu open her eyes, rishi try to help her to sit but she looks at him with clueless eyes and do with her own
rishi sense her uncomfortableness and backed out
dr. comes with manpreet
dr.: hello mam itni tricky situation main careless nahi hona chahiye aapko
![](https://img.wattpad.com/cover/341253787-288-k944976.jpg)
YOU ARE READING
NAYA AASHIYANA
FanfictionSlow Updates Based on 5 years leap Join the journey of two adorable couples tanshi and abhira This story is mostly on abhira but I am taking tanshi as a supportive couple