Flashback ▶️:
Ak: Rishi tumhe yaha ke colleges ke baare main pata hai kya
Biji: akshu beta Rishi ne khud yahi se padhai ki hai kal hi vo udaipur Gaya tha apne result ke baare main Raji ko batane ke liye
(Let me tell you biji manshi ke father ko Raji keheti hai , jinhone 'kasam' serial dekhi thi unhe pata hoga)Biji: are puttar mai tujhse puchna hi bhul gayi kesa hai Raji kya kaha usne use pata hai na tum dono yaha ho ?
Ri: biji voh
Man: are bi biji aap bahot sawal karte ho obviously papa ko pata hai Varna vo pareshan ho jate na , aapko call aaya kya unka ki ham yaha aaye kya ham kaha hai nahi na dekho pata hai papa ko isliye call nahi Kiya, hai na hai na Bhai
Rishi nods reluctantly,akshu suspiciously look at them but not said anything
Man: akshu tum college ke bare main kyu puch Rahi thi professor banne ka irada hai kya
Ak: nahi Manpreet actually student banne ka irada hai
Ri: akshu tumne kaha tum shadi shuda ho i mean education pura nahi hua hai kya tumhara
Ak: Rishi mera education pura hua hai masters Kiya hai maine par ab mujhe ek alag field main Jana hai
Man: kaunse batao na plz
Ak: buisness management studies, actually bachpan se yehi karna tha par main khud pe sure nahi thi par ab mujhe yehi karna hai kyunki Mera pehela education mai use nahi kar sakti kisi bhi job main aur aur main nahi bata sakti uske baare main I am I am sorry (she remembered her music and music therapy job)
Ri: akshu don't be sorry tumhe taqlif hogi aesi baat kabhi bhi ham tumse nahi puchenge aur ab tum iss parivar ka hissa ho tumhari bhi apne opinions aur privacy hogi jiska ham respect karenge
Ak: thank you Rishi par vo college
Man: are Bhai ne bhi toh BMS Kiya tha tum bhi unhi ke University se karo na kyu Bhai
Ri: yeh accha idea hai mujhe bhi tassli rahegi
Ak: kya sach main tumhari university main mujhe admission milega
Ri: kyu nahi milega bilkul milega
Ak: toh ab sirf job ki tension hai
Manshi: job?
Ak: haa job sirf padhai nahi main part time job bhi karungi
Rishi was about to said no
Ak: don't worry khudko jyada stress nahi dungi bas thode ghante ka kaam karungi jitna mujhse ho sake
Ri: okay sweetheart, ab breakfast ke baad college chale ya kal Jana hai ?
Ak: nahi nahi brekfast ke baad chalte hai
Biji: thik hai chalo aa jao sab
After breakfast:
Akshu takes blessings from biji
Biji: Aaj hi Tera admission ho puttar
Ak: thank u biji
Manshi: chale
Ak: chalo
Manshi/ak: bye biji
Biji: dhyan se jana bacchon
Akshu's admission got done in rishi's University, akshu feeling so happy manshi adores her genuine big smile (which they saw first time)
Rishi hugs akshu lightly, akshu hugs him back
YOU ARE READING
NAYA AASHIYANA
FanfictionSlow Updates Based on 5 years leap Join the journey of two adorable couples tanshi and abhira This story is mostly on abhira but I am taking tanshi as a supportive couple