Tanki pe chad kar kudne ka man kare re.. Mera bore hun mein koi idea hai kya karun
Koi nahi batayaga
Mein hi sochta hun Maid came
Maid:- Rajkumar apke liya lassi
*Take it and said*
Me~ dhaniyawad
And she goes, i look at lassi and think
Kya kiya jaya re *pout* ek kaam karta hun ye lassi pi jata hun or phir yahi glass ranchod ke muh pe marta hun
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Lekin uss lag jayagi phir? Wesa koi baat nahi yodha hai thodi bohut toh lagagi or phir wo mera picha bhage ga mein aage wo picha mein usse phir nadi ke pass le jaunga or usse dhakka de dunga haan *frown* Nahi Nahi!! Aisa toh pehle kar chuka hun mein Kushasthali ke rajkumar ke sath nhi maza nhi aayaga
Phir kya karun *take a sip*
Lassi kitni mithi hai aur meri kismat kitni feeki hai
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Ek kaam karta hun mata aparna ke abhushan or sundarta ka samaan chura kar beach deta hun nhi nhi unka abhushan agar beach diya toh pitashree ka hal behal ho jayaga bina sajya hua mata rakshasni jesi lagti hai *chuckled*
Phir kya karu Chalo kuch jada nhi sochta sidha Vidharba jata hun or Siyu ko pareshan karta hun *realised* areyy wo toh Vidharba mein nhi hai hehehe mein bhi bhulakad hota ja raha hun
Kya karu mein!!!
Man nahi lage re. Hath jodta hun kuch kuch kuch toh plan kijiyaaaa
Maharaj Dhanveer or sabka pyaaree Angraj Karn se vinti karta hun koi yojna banya kuch toh karte hein apka putra or nandu bhida ka vivah toh hone se raha apki patniyon ki godbhari ho nhi rahi hai, Pata nhi kab aaya ga nanha mehmaan ghar mein usse pareshan karke hi Anand le lengaa yaar lekin abhi kuch karte hein aaj chutti hai Mujhe Siksha ke liya bhi nhi jana hai *Kuch toh kahiya* *kuch kijiya nhi toh Himalaya jana padega mujhe*