Me open my eyes and look at my chamber... rub my eyes like a baby and get down from bed
Look myself in mirror
Me:- aaj kya hai? Kya hai???? Somwar
Ciicii
Look toward balcony
Me:- kuhu suprabhatt
Kuhi comes and sit on my shoulder
Me:- kuhu... kya hua subha subha yaha priyee
Kuhu look at me and then give me a letter
Me:- oh!! Shukriya kuhu.. aacha tum jao or bhojan kar lo theek
Kahu goes, me look at the letter
Me:- patra wo bhi subha subha
Read the letter then kept it inside and take out my cloths and goes toward neel lake and get inside the lake
Aaru!
Look at the side and find bhrata vrishsena
Me:- subhprabhat bhrata! Koi kaam tha
Vrishsena:- kaam toh nahi hai aaru bass aaj tera sath iss neel jheel mein nahane ka dil kar raha hai
Me:- arey toh aapko roka kisne hai aayo andar
Vrishsena bhrata jump inside and then trow water on me. Me chuckled and we brothers start playing with water..
After bathing we both sit on the stairs
Vrishsena:- or bata kesa hai tu
Me:- accha hoon mujhe kya hoga
Vrishsena:' tu pareshan hai
Me:- mein kyun parehsan honga.. dusron ko pareshan karne wala khud pareshan kesa ho sakta hai
Vrishsena:- accha toh itna wakt se aap gayab kaha the rajkumar aarush
Me become serious
Me:- bhrata aap nahi samjhoge chodo
Vrishsena:- bada bhai hoon tera bol kya baat hai?
Me:- bhrata aap samjhta nahi ho ki
Vrishsena:- ki?
Me:- karvachauth ka chand itni asani se kesa nikal sakta hai
Bhratashree get confused
Me:- nahi aap dekhiya mujhe dhiyan se dekhiyaa itnaa khubhsurat chehra lekar bahar ghumunga na toh senik pakad lenga or kahega ki itnaa sundar or pyaara chehra lekar kaha ja rahe ho
Bhrata Vrishsena roll his eyes
Me:- bhrata chand na der se hi nikla toh accha hai thoda tadap honi chahiya na chand ko dekhna ke liya ushi tarah mujhe dekhna ke liya thodi tadap toh ho
Vrishsena shook his head
Vrishsena:- galati meri hai jo mena socha ki tu pareshan hai.. sach kahu toh tu pareshan hoga bhi na toh bol dega keh dega.. or phir thodi bohut der mein sabko ye bhi keh dega ki tu theek lekin tu hota nahi hai
Me sighs and look down
Me:- aisa hi bhrata kuch baatein kahi nahi jati or keh bhi de toh bhi kuch badalta nahi matlab har baar sab accha ho jaruri toh nahi...
Vrishsena nod
Me: ab jo chahta hai wo mile jaruri toh nahi na bhrata ab dekhiya mein itnaa wakt se chahta hooon ki aapka vivah ho meri bhabhi aaya lekin kaha ho raha hai
Vrishsena look at me
Me:- ahana jiji ki ho gayi shivani aarna se koi bewakoof hi vivah karne ka sochega or meri tohh pata nahi iss janam mein hogi bhi ya nahi.. or ab toh lagta hai ki ketu ka vivah ho jayaga or uska baccha ho jayaga lekin meri bhabhi nahi aayagi
Vrishsena:' galti kar di tujhse baat karke
Me:- kab karoge
Vrishsena:- nahi karna
Me:- kyun kar loge toh kaante lag jayaga zameen fhatt jayagi
Vrishsena:- bhai wo ho toh phir bhi koi dikkat nahi hai lekin apni patni se dab ke nahi rehna mujhe jesa pitashree rehta hai
Me nod now understanding the main problem
Vrishsena:- tera samjh nahi aata mujhe
Me:- mein khud khudko samjh nahi paata hoon
Vrishsena:- tu vivah kyun nahi kar leta? Teri toh wesa bhi do hai
Me:- kisne kaha?
Vrishsena:- palat kyun raha hai? Haina Aditi Mahi dono
Me roll my eyes
Vrishsena:- kya ho gaya
Me:- isliya pareshan hoon mein
Vrishsena:- matlab?
Me:- Aditi Mahi or mera madhya prem kam ladai jhagda jada hai
Vrishsena:- tum teeno ke beach ladai hui
Me:- wesi ladai nahi... mera matlab ham jab milta haina toh thodi baat hoti par ladai jada hoti ham log kabhi bhi ladne lag jaate hain or upar se mein kisi se kahu ki chalo kuch veshesh karta hai.. koi vivah karlo mera jee nahi lagta toh sab kehta hai ki aaru tu vivah karle kisse karun??
Vrishsena:- kis se matlab arey aditi or mahi haina
Me:- sirf naam se hai wo dono mena aditi se kaha vivah ke liya toh wo kabhi bolti hai ki mahi se kar lo, mahi se puchu toh wo aditi ka naam leti hai kabhi bolti hai ki sridha se kar
Vrishsena:- matlab ek dusra ka naam leta hai
Me:- haan bhrata or agar koi maan jayana vivah ke liya toh phir parivaar ki pareshani
Vrishsena:- parivaar ne kya kiya?
Me:- karta hi toh nahi hai apna vivah ki tayari khud karni padti hai koi aata nahi hai kisi na kisi ko koi kaam hota hai aap mujhe keh rahe the ki itna din se gayab kaha tha bhratashree mein gayab nahi tha sach toh ye hai ki hamare parivaar dur ho gaya hai sab log bichad gaya hain
Vrishsena:- hmm baat toh sahi hai.. sirf kuch log hi baate karne ke liya aata hai
Me:- ab pehle jesa raha hi nahi pehle kya hota tha ki ham jab milta the toh 1 ghanta se jada baatein karta the bina bore hua
Vrishsena smile
Me:- lekin ab sab bigad gaya
Vrishsena: toh is bigda ko sudhaar de
Me:- kesaaa
Vrishsena:- kuch samay pehle bua se community ki baat ki thi na
Me:- community banane se kya hoga itna time baar banai hai lekin kuch hua nahi
Vrishsena sighs
Me:- kuch interesting karna hoga, community toh banegi or iss baar strictly banegi.. iss baar aarush ko strict hona padega tab jakar meri duniya tiki rahegi
