Me:- hmm bhrata arun makes 15 hearts in this letter, hyee how much ♥️
"Inside my chamber only"
Ufff
Kept the letter aside and put my head on my pillow
Me:- Boring day!! 😴
Me:- kya karun narayan!! Kuch samjh na aaya, kesa kaatun apna din ye man samjh na paya
"Subha se ho jaati hai raat Sun sun ka maa ke taane Thak jati hai ye nanhi si jaan"
Me:- wahh mein shayar ho gaya Vrishu bhaiya ka ladla ho gaya Samjh na paya mujhe koi mein wo kahani ho gaya
Trow pillow on ground
Me:- kahani suno ham jubani suno Mein bore hua hunn haan bore hua hun Pata na chala kab kesa hua hun lekin bore hua hun haan bore hua hunn
Pagal hua haan pagal hua Koi kar de mujhpe thodi daya Le chalo mujhe ek aisi jagah Jaha jakar mujhe a jaya maza
Arey toh koi, arey sun lo bhai Le jao mujhe ek aisi jagah Mujhe karna hai thoda sa maza Arey le chal bhai ek aisi jagah
AREYYY PAGAL HO GAYA HOON MEIN Na din kat rahe hein na raatein
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Me:- mein bhaag jaunga kisi ladki ke saath yaar
Mein bimar ho raha hoon itnaa dino se kisi ko pareshn nahi kiya mena Itna dino se meina burai nahi ko Itna dino se ladiyon ka cheen nahi churaya na khana churaya, Pagal ho raha hoon mein Bimaar ho raha hoon mein *start coughing*
Mein bimar ho jaunga kuch karo bhai Mujhe jinda rehna ke liya entertainment pill chahiya
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.