Chapter 2

216 23 4
                                    

Continued...

Anubhav pov

Shaadi... Is something i never think about it.. ham toh abb bhi mana kar de shaadi ke liye Dadi ji ne agar yeh baat yeh chedi na hoti toh ham kisi ladki se milne ke liye kabhi haan na karte... Ham uss ladki se sirf milenge yeh shaadi waadi hamse na hogi
Shaadi ke liye pyaar chaiye hota hai woh ham kisi se nahi karte.. aur agar ladki walo ne haan bola toh ham uss ladki ko sirf apna slave bana ke rakhenge na ki biwi... Wife ka darja ham nahi de sakte kisi ko...

(Anubhav doesn't feel emotional... He is a emotionaless , he never care for anyone nor someones feeling)

Mean while Haseena

While returing from boutique, (yes i am fashion designer) i get a call from kaku sa , he told me to come home early...
Hame kya pata tha hampe ajj ek bomb phutega... Shaadi hame nahi karni koi shaadi aur bhai bhi nahi h yah hame support karne ke liye..

Flashback

Urmila- haseena , tere liye rana sa ka rishta aaya hai, aur hamne haan bol di hai woh log agar tujhse milna chahe toh chup chaap haan bol diyo , sar jhuka ke rakhio samjh gayi?
Aur shaadi ke liye tere muh se sirf haan nikli chaiye... Na nahi sunega ham
Samjh gayi? (She told her while shouting on her)

Haseena flinch on high voice

Haseena - lekin ham koi shaadi nahi karna chahte...

As soon as the words left her mouth she faces hard sting on her cheek... Yes kaki sa slap her

Urmila - terko ek baar m samjh nahi aata hai...  Shaadi karni padegi matlab karni padegi koi aur rasta nahi hai samjj gayi?
Warna ham kya kya kar sakte yeh tu bhi janti hai

After listening this haseena cant denied her... She just nodded her head in yes..

Urmila- jaa abb yah se apni manhoos chakal leke...

Flashback End

Ham kya kare ham unhe mana bhi nahi kar sakte... Hame shaadi nahi karni upar se suna hai rana sa berahem hai, upar se bahut gusse wale bhi... Ham kaise rahenge unke sath

Hey murlidhar kuchh karo...yeh shaadi ko roko.. apni iss bhakt ko bacha lo please murlidhar

End of haseena pov

Sabr rakh wahi hoga joh tera bhagwan chahega aur Tera bhagwan tere liye bhura kabhi nahi chahega

In Rathore palace

Dada sa - sikha, sari tyaari hogayi hai? Hame unke yah jane ke liye nikla hai

Dadi sa - ji... Sari tyaari ho chuki hai

Kaki sa - bass jiski shaadi ki baat karne jaa rahe hai woh nahi aaya hai (bitterly , she doesn't like anubhav)

Dadi sa - aayesha apne bhaiya ko phn mila ke puch zara kaha par hai woh...

Ayush - dadi sa, bhaiya office se nikal gaye hai aate hi honge

As soon ayush tell them.. Anubhav enters like a king obviously he is one...

Maa sa - maharaj abb aagaye hai toh ham sab nikle ? (Every one call him maharaj only)

Dadi ji - chaliye... Woh log intezaar kar rahe honge hamara

Shah's palace

Ranjeet- Urmila sab tyaar hai na woh loh nikal gaye hai...

Urmila- yah sab tyaar hai main jake uss manhoos ko dekh ke aati hoon...

Rathore's Queen Where stories live. Discover now