this is a story about abhimanyu and arohi how they are alive but story continues after ruhi and abhira marriage and abhira ' s accident
Stay tuned to know more
Abhira : isme letters hai Armaan :read Karo Abhira : ha Akshara: mein tumse ek baat Chu pai hai tumhara ek Bhai bhi tha abhir jiska bachpan mein accident ho gya hai tab tum hone vali thi tum hamesha puchti thi family rishtey jab Teri masi ki death Hui thi uske baad mein vha se chali gyi hua ye tha hum log shopping pe gye the meri cutie yani Teri masi ki beti ko car chalane ka Maan Karne Laga tha aur car lock nhi thi toh usne car start kar di thi meine use toh nikal Diya car se par car start ho gyi meine rokne ki bahut koshish ki par tab Tak Teri masi ka accident ho Gaya aur vo mar gyi cuti bahut chhoti thi agar use iska pata chalta toh voh apne AAP ko blame karne lagti uska bachpan kharab ho jata isliye mine Sara ilzam aapne uper le liya aur saare ristey chhor kar chali gyi mere alawa ye sach abhimanyu janta tha voh bhi abir ke saath uski bhi death ho gyi ye kuch photos aur videos hai hamari family aur baaki letters bhi hai tujhe sab samajh AA jayega
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Ye mere aur abhinav ke gangaur ki photo hai
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Ye tere bahi abhir ki
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Aur ye meri chhoti behan aru Mein tujhe ekdum aru jaisa banaya hai carrier oriented practical Thinker aur jaise ye ek successful doctor mein ek lawyer tu bhi lawyer banegi tu ekdum isi ki tarah hai jab tujhe aur armaan ko ladte hue dekha toh aru aur abhimanyu ki yaad AA gyi Aur kuch function videos aur photos hai Armaan: ye lo Abhira: khadoosmaan sentimaan bhi ho sakta vasie thank you for rumaal baaki photos aur videos kal dekhungi Door knock hota hai Abhira: ruhi tum Ruhi : ha mein voh tumhare medicine ka time ho Gaya na isliye khana aur medicine time PE khao varna condition bigad jayegi Abhira: abhi kha lungi lekin tumhe bada pata hai Ruhi : mere poppy aur matashri dono doctor the isliye lekin tum log kya kar rhe ho Abhira: voh armaan ko mere bare mein janana hai toh hum vhi kar rhe hai Ruhi : very good Nazar na Lage tum dono ko thu thu thu Abhira sab samet rhi hoti tabhi kuch photo niche gir jaate hai
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Ruhi : ye photos tumhare pass kaise Abhira : ye mere mumma ki family ki photos hai Ruhi: kya? par ! Next part next chapter