Abhi: good morning aru
Aru : good morning abhi
Then they have their breakfast and go for a movieThen they went for a picnic they sat together and started talking
Arohi picnic dress
Abhi picnic clothes
Aru : tumhe yaad hai humari first wedding anniversary
Abhi : ha tum kitni sunder lag rhi thi tumhe pata hai maa ne Jo mere liye socha voh humesha sahi hota hai mere liye
Aru: matlab
Abhi : unhone tumhe pahle decide Kiya tha mujhse shaadi ke liye par mein toh gadha hu
Aru: purani baatein bhul jao ha par gadhe toh tum ho ha par abhi bhi hot ho
Abhi: voh toh mein hu abhi bhi ladkiya mujh par fidda hai
Aru : bhulo nhi ki bude ho gye ho
Abhi : jealous ho rhi ho
Aru : nhi mein kyu jealous hongi
Abhi: sachi
Aru: hum saath hai aur saath rhenge
Abhi: har Janam mein
Aru : oh oh
Abhi: vaise tumhare liye gift hai
Aru: kya
Abhi:yeAru: bahot Sundar hai aur ye gift tumhare liye
Abhi : wow
They spend some time together and then they leave for their home
They reach
In birla house
Sab log aaye hue the poddar aur goenka
Abhir ki shadi ka discussion
Manjiri: aao abhi aur arohi tum logo ne kya socha hai abhir ki shadi ka
Arohi : maa hum abhir ki shadi kasoli mein kare abhinav ji ke Ghar mein
Abhi : ye toh bahot accha idea hai
Abhir : ha masi
Kaveri : Holi ke baad shadi ki arrangements karenge
Parth : kyu na aap poddar bhi Holi pe hummare yha aaye goenka bhi aa rhe hai
Kaveri: ji haa hum log ayenge
Arohi: abhir kya hua
Abhir : masi voh mumma aur papa ko yaad aa gyi
Abhi ek kaam karte hai hum sab log apne purane din dekhte hai
Manish: matlab abhi
Abhi: bade papa yani capture kiye hue momentsNext part next chapter
YOU ARE READING
Yrkkh gen 4
Historia Cortathis is a story about abhimanyu and arohi how they are alive but story continues after ruhi and abhira marriage and abhira ' s accident Stay tuned to know more