I'm writing this story on request of mohshiv.
The scene starts from Naksh slapping kartik .
Manish : naksh ye kya hai. Tum kartik ko aise kaise mara...
Naksh : isse jaise ghatia insaan ko 2,3 thappad aor lagana hai.. Aisa kaam jo kiya hai ye..
Naira : bhai ye aap kya keh rahe hai.. App mere pati se aise baat nahi kar sakte.. kartik koi galat kaam nahi kar sakta aur mujhe apne kartik par vishwas hai..
Naksh : vo zara apne pati ko dekhe bol.. Dekho uske nazaron.. Saaf saaf pata chal raha hai.. Vo galti kiya hai ya nahi.
Kartik was keeping his head down and has tears in his eyes... He was thinking if naira came to know the truth she will hate him.
Kirti : chi kartik .. Mujhe pata nahi tha ki thum itne neeche gir sakte ho.. Apni hi behen ke saath.. Chi...
Suhasini : kirti ! Ye kya tharika hai apne bhai ke saath baat karne ki.. Aise kya kiya kittu ne ki tum dono itna sab kuch suna rahe ho..
All this time naira is just looking at kartik.. She knows one thing, her kartik is hiding something big from her.. And is hurt very much due to it.
Kirti : kyu kartik.. Batau Tu kya kiya mere saath aur mere bache ke saath naira ke saath.. . Mere bacha zinda hai.. Kartik ne mere bache ko mujhse chin ke kisi or ko dediya..
All get shocked listening this naira is most shocked.
Manish : kya.. Kartik aise kaise kar sakta hai kaun hai tere bacha aur kartik naira ke saath kya kiya.
Kirti : vo raha mera bacha (pointing at krish who is sleeping in the crib) krish hai mere bacha..
Naira is heart broken.. Listening that krish is not her son.
Naksh : ha.. Krish hi hamara bacha hai. Aur jo mar gayi vo kartik aur naira ki bacha hai.
Manish angrily slaps kartik.
Manish : mai nahi socha tha ki tum aise kuch karogi. Tum ek maa se uske bache ko cheen li aur.. Naira ko bhi hurt ki .
All turn to see nairas reaction after learning the truth. Naira goes and picks krish with trembling hands.. She was crying hard. She picks krish and runs to their room and closes the door.. All run behind her. Inside the room,
Naira : nahi krish mera bacha hai . Sab jhoot bol raha hai. Don't worry bacha mumma apko kuch nahi hone denge.. Mumma hai na... Main krish ko kisiko nahi doongi..
Outside the room all are berating kartik.. Unable to control anymore kartik outburst.
Kartik : kya lagta hai aap sab ko.. Ye main bahut aasani se kiya.. 100 baar soch kai kiya ek taraf naira aur ek taraf kirti.. Dono saath mein labor room me leke gaye the.. Pehele hamare beti ko llake mere haath pe de diya. 5 min ..5 min bhi ache se nahi dekha main apni beti ko. Check up ke le gayi thi usse aur vaapas aake bataya ki mere bachi ab nahi rahi.. Kya karti mai tab.. Ha.. Kirti coma mai thi vo aise condition main nahi thi ki vo krishan ko sambhal payegi.. Aur nahi naksh.. Aur nair avo apni beti se mili bhi nahi jisse milne ke liye vo 8 months se intezaar thi.. Kaun the mere pass ki muje sambhaale.. Koi nahi thi. Uss samay krish ko ek maa ki aavasyaktaa thi aur naira ko apni bache ki.. Mere pass aur koi option nahi tha.. Tho batayye ki main kya karthi.. Koi tho mere majboori samjhiye..
Tab se ab tak us guilt se jee raha hoon main ki kirti ko naksh ko naira ko bahut hurt kar raha hoon..And he falls on the floor crying.. Naira who listens to this from inside was also crying thinking how much her kartik suffered being not able to share what he is feeling. Naira goes out with krish and goes to kartik and sits near him and hug him.. Kartik asks apology.. And she forgives him.. Keesh who know the pain of loosing child and hos sufferings forgive him. But others didn't forgive him for what he did and was taunting him .. So kaira left with keesh to singhania sadan .
In singhania sadan . Kartik asks everyone forgiveness and all forgave him. He fold his hand in front of keesh and say sorry for what he did.. Kirti saw naira lost. And understand her pain.. So she goes to naira
Kirti : naira mujhe pata hai ki tum ab kaise feel kar rahe ho..
Naira :bhabhi mere bachi main usse ek baar bhi nahi dekha..
And crys her heart out in kirtis embrace.
All gets sad seeing her like that. Kartik goes to her and hug her..Naira: kartik.. Tum tho hamari beti kho dekha hai na. Kaise dikti thi.. Pls batao na..
Kartik : bilkul thumari jaise..
Kirti : naira krish thumari bhi beta hai.. Krishna ji ko bhi do do maa hain na.. Devaki aur yashoda.. Yadhi main devaki hoon tho thum yashodha ho . And I'm sure ki tum krish ko mujhse bhi ache se badaoge.. . Krish tho lucky hai.. Usko do do mumma aur do do papa jho mili hai..
Naira :thank you so much Bhabhi Bhai.. Thank you..
Leap of 7 years...
Two ladies are cooking in the kitchen.. They are none other than... Kirti and naira.
Naira : bhabhi vo dono kaha hai...
That time kartik and naksh enter..
Naksh : aate hi honge..
Kartik: aur aate hi.. Naira mumma.. Kirti mumma.. Kahte rahenge (making face) .
Naira/kirti : kartik..
Just then two voice is heard.
Voices : naira mumma.. Kirti mumma...
Naksh /kartik : dekha..
Naira : krish kaira yaha aao..
Yes they are krish (keesh son) and kaira (kaira daughter)
Kids : naira mumma..
Kids hug her and then go to kirti..
Both of them call naira and kirti as mumma and naksh and kartik papa..
They both were telling their mummas about their day in school..
Naksh : arey hum bhi he yaha.. Hame bhi tho include karo is group mein.. .
All except kartik and naksh : nahi
Kartik : hamare liye yaha koi value nahi hai.. Hai na naksh
Kids : dono papa jelo hain.. And giggles..
Naksh /kartik : acha bacchon... Abhi dhikatha hoon .. And tickles them.. And naksh and kartik take the kids with them to spend some time..
Naira : thank you bhabhi.. Krish ko mujhe dene ke liye..
Kirti : arey naira mein kitne baar bhola hai krish thumara bhi beta hai..vo thume bhi mumma hi keh raha hai.. Tho thank you kis liye.. Aise ho tho kaira ko mujhe dene ke liye main bhi tho thume thanks bolna hai..
Just then kids come and krish sits in nairas lap and kaira in kirtis lap .
Kaira : dekho na kirti mumma krish bhai kya kar raha hain..
Kirti : krish..
Naira : bhabhi aap krish ko kyu bol rahe hai.. Pakka kaira ne hi kuch kiya hoga . Haina krish.
Krish : ha naira mumma .. Kaira hi start kiya tha..
Kirti : naira thumne apne pyaar main bigaad ke rakha hai krish ko...
Naira : main nahi aap.. Aap ne kaira ko bigaad ke rakha hai... .
And the cute and funny banter continues....
Naksh and kartik are admiring their life lines....
The end..
Tq mohshiv for giving this idea.. .
Tq everyone for your love and support. Pls do vote and comments --Author
YOU ARE READING
kaira os
Fanfictionthere will be many os may or may not be based from the tracks of the serial.