Abeer- Bhai jaldi kar ya har baar late hone mein tujhe maza aata hai.
Jeetu- Haan haan khud toh aise bol raha hai jaise roz subha uthke bhajan keertan karta ho huh.
By the way
Abeer's lookAbeer- Tu chal raha hai ya main jaun?
Jeetu- Chal baba chal!!
Jeetu's look
Woh log room ke bahar aate hain sabko lene ke liye toh ananya ke father ki tabiyat kharab ho gayi hai toh woh subha hi mumbai wapas chali jaati hai apne bhai ke sath
Tanmay (y/n's friend)- Y/n ko late hoga toh hum sab chalte hain woh aa jaayegi.
Abeer- Hum unka wait kar sakte hain.
Varun (yeh bhi y/n ka friend hai)- Par wait tak pooja khatam ho gayi toh?! Arre chalte hain woh thodi hi der mein aa jaayegi.
Abeer- Par woh akeli kaise aayengi?
Jeetu to abeer- Majnu ki aulaad apni majnugiri bandh kar aur chal!!
Abeer- (sigh) Thik hai.
Aur phir woh log y/n ke bina hi mandir chale jaate hain
Mandir aane ke baad sab ander chale jaate hain darshan ke liye siwaye abeer aur jeetu ke abeer y/n ke liye ruka hua tha aur sath mein jeetu ko bhi roka hua tha
YOU ARE READING
Main daag hoon tu chaand sa
FanfictionEk rowdy/gunda jisski life ki koi guarantee hi nahi hai jisse maut se darr hi nahi lagta, jo ki apni teen se leke abhi tak sirf bandookon ki awaz logon ki chikh sunte aaya hai, khoon-kharaba maar-pit yeh hi sab dekhta aaya hai aur doosri taraf ek la...