Surprise

550 41 6
                                    

Kairav pickup Akshara from her singing class

Kairav : Shaam ke 6 baj rahe hai. Tu itni der ghar se bahar reh kaise leti hai Akshu? Akshu, sach bata? Koi problem hai na

Akshara hugs Kairav and starts crying

Akshara: bhaiyya mujhe waha accha nahi lagta. Aaru bohot taane marti hai, jhagda karti hai,AG, Chachi Maa, badi mumma bohot daatate hai bina kisi galati ke. Agar mumma hoti toh yeh sab nahi hota na bhaiyya?

Kairav : Ha Akshu. Par tu usi mumma ki beti hai. Tu toh humari chotu sherni hai. Apne haq ke liye ladna galat nahi hai Akshu, injustice ke khilaf awaz uthana, uske against jaana galat nahi hai. Humari mumma chup chap nahi sehti thi. She was so bold. Be bold Akshu, be bold

Akshara and Kairav reach home.

Akshara : yeh car kiski hai bhaiyya? Ghar pe koi aaya hai kya?
Kairav : pata nahi. Andar chal dekhte hai

There was waiting a big surprise for Kairav and Akshara. Rajshree and Vishwambar Maheshwari had come to meet their great grand children

Swarna : lijiye aagaye dono
Rajshri's eyes are filled with tears.
Rajshri : mere bacche
Mimi : Kairav, Akshu. Pehchano kon hai
Swarna: pair chuo baccho
Kairav and Akshara touch the feet of Rajshri and Vishwambhar. Both of them shower their kids with lot of blessings.
Swarna: yeh naira k Nana Nani hai. Tumhare paranana aur parnani

Akshu and Kairav becomes emotional and hug Rajshri tightly. After so many years they both are embraced with the warm and loving hug of mother's love. At the same time they recieved the love of their mother, grandmother and great-grandmother. Rajshri kisses her children on their forehead, chicks and hands.

Rajshri : yeh toh bilkul naira jaisa hai. Aur yeh bilkul akshara pe gayi hai. Maano akshara hi laut aayi ho
Mimi : isilye toh rajshri ji, iska naam Akshara rakha gaya hai
Vishwambhara: shaurya ki maa, mujhe bhi toh mauka dijiye apne baccho se pyar karne ka
Vishwambhar hugs Kairav and Akshara.
Vishwambhara: dhanya hogaya aap dono ko dekh kar

That day Rajshri herself cooks dinner and with her own hands feeds Akshara and Kairav. Later she also massages their heads. She tells them lot of stories about Akshara and Naitik, and Naira and Kartik.

Akshara and Kairav felt fulfilled. All that was missing these years was fulfilled.

Rajshri : Swarna, bura mat manana. Par agar aaj meri bitiya rani yaha hoti aur woh yeh sab dekhti toh bilkul bardasht nahi karti

Vishwambhara to Manish and Akhilesh : yeh mat sochna ki humare bacche akele hai. Agar aapse itne saare bacche sambhale nahi jaate toh, bejijak Akshara, Kairav aur Vansh ko humare paas bhijwa dijiye.

Rajshri : Sabhi baccho ko ek jaisa hi pyar dena jaruri hai. Agar aage se mere baccho ke saath nainsafi ki toh yeh maa apni sharafat bhul jayegi. Aur Suhasiniji aap ghar ki badi hai, dhyan rakhiyega ki ghar ke kisi bhi bacche ke saath anyay na ho.

Surekha : par aapko yeh sab kaise pata

Rajshri : Krish ne Chiku ko bataya aur Chiku ne hume. Jaise hi pata chala daude chale aaye. Sach kahe toh bacche agar chahe toh unhe apne saath ghar le jaayenge

Manish: yeh kya keh rahi hai aap? Unka muh dekh kar hi toh hum jinda hai. Unke bina koi nahi hai humara. Hum kaise jiyenge unke bina. Aap bilkul bhi chinta mat kijiye mai aage se kisise bhi koi galati hone nahi dunga

Next scene

Rajshri : Gudiya Rani, hum sab tere saath hai. Tujhe jab bhi lage tu humare pass aaja. Koi bhi baat hogi toh hume batade. Tu aur Kairav akele nahi hai, tumhare do parivar hai, tumhari maa k nanihal aur dadiyal wale

Vishwambhar : Kairav, kuch bhi ho jaaye Hume batadena. Tera jab man kare tu Akshara aur Vansh ko leke aaja.

Kaira Ka KairavWhere stories live. Discover now