Kairav undergoes Surgery

322 28 3
                                    

Goenka Villa

Manish : Akshu, bata kaisa ladka chahiye tujhe?
Akshara : bade papa mera shaadi karne ka koi plan nahi hai. Mai bhaiyya ke saath Mauritius jaana chahti hu. Khud ke saath time spend karna chahti. Khud ko acche se samajhna chahti hu. Mujhe filhal kisi aurse apna rishta nahi jodna. Mai khud se khudka rishta jodna chahti hu
Manish : Carrier Oriented toh humari Aaru hai, par usne Carrier ke saath saath apna rishta bhi set kar liye. Ab tu bhi settle ho jaana beta
Akshara :  Nahi bade papa, mai abhi ready nahi hu
Manish : thik hai beta, koi jabardasti nahi

Birla House

Manjiri : kitna hi samjhao Abhi shaadi ke liye maan hi nahi raha.
Harsh : meri baat yaad rakhna manjiri. Abhimanyu ki shaadi hone tak Neil ki shaadi nahi hogi

Mahima : apni maa aur Bhai ke liye maan jaao Abhimanyu
Abhimanyu: yeh kya tayiji. Sir bhi ajib si condition laga k baithe hai

Anand : Harsh, baat ko samjho. Abhimanyu shaadi nahi karna chahta. Kyu force kar rahe ho. Aur itne kam time mai perfect ladki kaise dhundoge uske liye

Manjiri takes tension and falls ill. Looking at her condition and Neil's worried face Abhimanyu agrees to get married to whichever girl his mother chooses

Abhimanyu: Maa mai shaadi toh karlunga par shaadi nahi nibha paaya toh
Mahima: Arrange Marraige jaisi chiz bhi hoti hai Abhimanyu. Jaha pehle shaadi phir pyaar hota hai
Abhimanyu: aur aise kahi saare arrange marriages hai jaha shaadi toh hai par pyaar nahi

Mahima: dekho manjiri sirf tumhari halat dekhkar Abhimanyu shaadi ke liye ha kar raha hai
Parth : Dekh Abhi, shaadi jaisi chize kitni important hai tu acche se jaanta hai, aise emotional hokar please decision mat le. Aur Chachi pls aap ise force mat kijiye
Anand : Ha Manjiri, maana ki Abhimanyu ne tumhare kehne par shaadi kar liya, par khush nahi raha toh? Tab kya karogi tum? Force mat karo Manjiri. Baat ko samjho

Manish and Swarna come to Birla House

Swarna : ab aapki tabiyat kaisi hai Manjiriji
Manjiri : thodi kamjori hai
Manish : hum yaha Aarohi aur Neil ke rishte ke baare mai baat karne aaye hai, Akshara ka shaadi karne ka koi plan nahi hai, woh Kairav ke saath Mauritius chali gayi

Harsh and Manjiri unwilling agree

Goenka Villa

Mimi: hum Aarohi ke liye bohot khush hai, par hume Akshu ke liye Abhimanyu sach mai bohot pasand aaya tha
Surekha : Ha maaji, sach mai
Mimi : hum toh kehte hai ki Akshara ke liye koi aur ladka dhundne ke bajaye Abhimanyu ko hi kyu na dekh le
Surekha : par Akshara shaadi karna hi nahi chahti
Swarna : aur Abhimanyu bhi nahi karna chata. Aaru ko toh tai ho gaya. Mujhe lagta hai ki hume ab Kairav ke liye rishta dhundna chahiye
Mimi : Kairav ne humse kaha hai ki dono beheno ki shaadi hone tak woh shaadi nahi karega
Swarna : yeh bacche bhi kya zid pakad ke baithe he
Surekha: ha par unki life hai na didi. Toh faisla bhi unhika hona chahiye

After some days

Neil and Aarohi get married. And Abhimanyu goes back to USA

Mauritius:

Kairav is busy with his work, but his home and health are looked after by Akshara.

Kairav : tu yaha apne liye nahi, mere liye aayi hai na
Akshara : ha, par jabse yaha aayi hu na, khud ko bohot time de paarahi hu, apne tarike se jee rahi hu. Bohot khush hu
Kairav : ha par tu next month wapas jaa rahi hai, tere liye ladka dhundna phirse shuru hogaya hai
Akshara : No bhaiyya, mujhe nahi karni hai koi shaadi, mai toh aapke saath humesha yahi rahungi.
Kairav: aisi baatein karegi toh pura Goenka parivar yaha aajayega
Akshara : no way bhaiyya.
Kairav : next holiday pe kaha jaana hai?
Akshara : USA (in mind - bas isi bahane mera kaam bhi ho jayega)
Kairav : thik hai

Kairav and Akshara go to USA. Kairav notices something is wrong with Akshara. She is always found lost in some deep thought.

Kairav takes her out to spend time with nature. Akshara feels little relaxed here, but again is getting lost in her thougths. Akshara is about to slip down but is again saved by Abhimanyu.

Kairav : Akshu, tu thik toh hai na
Akshara : ha
Kairav : Abhimanyu tum? Thank you so much
Akshara : Kamal hai, mai jab bhi girne waali hoti hu aap bachane aajate ho
Abhimanyu smiles

Kairav : chalo Akshu, waha chalte hai. Abhimanyu why don't you join us
Abhimanyu: sure (pata nahi kyu, akshara ko dekhte hi mujhe itna sukun kyu milta hai)
Akshara is lost in some deep thought and walks away. Kairav who was attending call didn't notice this. Abhimanyu comes there with snacks

Abhimanyu: Akshara...
Kairav : arey Akshu kaha chali gayi, Akshu...
Abhimanyu: call karke dekh lo
Kairav : nature ke paas aarahe hai yeh sunke ladki bina phone ke aagayi
Abhimanyu: tum waha dhundo mai uss taraf dekhta hu

Akshara is sitting under the tree, and is lost in meditation.

Abhimanyu comes there and starts feeling Akshara's presence near by

Abhimanyu : Akshara...

Akshara comes back to her senses

Akshara : mai yaha kaise aayi
Abhimanyu: choti bacchi ho kya? Dhyan nahi rakh sakti? Anjaan aur sumsam jagah pe koi akele kahi jaata hai kya?
Akshara : mujhe akele rehna bohot pasand hai. Jo sukun akelepan mai hai woh kahi aur nahi
Abhimanyu: agar tum akeli hoti toh baat alag thi, yaha tumhare piche tumhara Bhai hai, tumhari family hai

Kairav is seeing and listening everything

Akshara : kaisi family? Konsi family? Jo har baat mai mujhse sacrifice karwati hai, adjust karne ko kehti hai, compromise karne ko kehti hai. Meri family sirf mere Bhaiyya hai
Abhimanyu: toh Kairav ke baare mai toh socho
Abhi : Kairav bhaiyya ke saath mai humesha rahungi , par mere bhaiyya happiness deserve karte hai, unhone humesha mujhe apne aage rakha, apne baare mai last mai socha. Mai nahi chahti ki mere bhaiyya aur mere piche hi bhaagte rahe. Unhone ab unke baare mai sochna hoga. Life mai aage badhna hoga. Isiliye mai dur rehne lagi hu, taaki unhe meri aadat na lag jaaye.
Abhi : tumhare bhaiyaa ki khushi tumse hai Akshara
Akshara: aur meri khushi bhi unse hai. Mere bhaiyya ko bachpan mai Dil ki bimari hogayi thi, jab mai Mauritius aayi tab Maine dekha ki woh kuch pills le rahe hai. Jab Google Kiya toh pata chala ki unhe phirse pareshani horayi hai. USA mai accha treatment hai aur aap bhi ho yahi wajah hai mera yaha aaneka. Mai aapse contact karne hi wali thi ki aap mujhe mil gaye
Abhi : don't worry, mai thik kardunga tumhare bhai ko

Kairav comes there and hugs Akshara.

Kairav : agar iss baar mai nahi bachpaaya toh
Abhi : Kairav! Kuch bhi negative mat socho aur na bolo. Trust me

Abhimanyu tests Kairav and prescribes him medicines.

Abhimanyu: minor surgery phirse karwani hogi. Khatre ki koi baat nahi

Abhimanyu operates Kairav. And operation becomes successful

Akshara falls at the feet of Abhimanyu out of gratitude.

Abhimanyu : operation ke baad hotel Mai rehna thik nahi hai. Aap dono mere ghar chalo

Kairav and Akshara agree

In the company of Kairav and Akshara, Abhimanyu feels peace and bliss. He feels like he has found a part of him which he never had. He feels complete.

Kairav notices Akshara's understanding towards Abhimanyu and Abhimanyu's care towards Akshara. He notices day by day Akshara and Abhimanyu are growing closer to each other

After some time all 3 come back to India.

Kairav mentions about Akshara's alliance with Abhimanyu to Kirti and Naksh and also to Goenkas. Kirti and Naksh agree but Swarna don't agree as she feels Aarohi and Akshara should not be married at same home. Swarna starts searching different guys for Akshara. She selects one of them and fix Akshara's marraige with him. Learning this Kirti decides to confront her




















Kaira Ka KairavWhere stories live. Discover now