Dushyant is annoyed by Purvi and Kavin's closeness

79 6 1
                                    

Dosti Mein Darar

       Part 10

[But suddenly a sweet aroma wafted into Kavin's nose. After a while, his head began to spin. After that Kavin lost consciousness and fell on the ground. After Kavin faints, a stranger stands in front of him. The shadow that appears on the wall of the room indicates that the person is very strong. The stranger lifted Kavin by the shoulders. The man took him upstairs. Laying him on the bed, the man took out an injection syringe from his pocket and took out quite a bit of blood from Kavin's body. Then the stranger filled another syringe with medicine and pushed the injection into his neck.]

[The man took one look at Kavin's face. Then he left the room with a devilish smile.]

Next Morning:

Bureau Scene:

[Everyone except Kavin and Dushyant is present at the bureau.]

Purvi: Freddy sir, mera yeh file complete ho gaya hai. Aap zara check kar lijiye please....

Freddy: Ok Purvi. Tum mere desk mein rakh do. Main thodi der baad dekhta hoon.

Purvi: Ok sir...

Shreya: Purvi sun na... Mujhe tujhse kuch baat karni hai.

Purvi: Ha bol na....

Shreya: Oo aaj shaam ko main, Tarika, Pankaj aur nikhil hum sab shopping mall mein jaa rahe hai. Tu humare saath chalega? 

Purvi: Ha sure, main chalungi. Par Dushyant sir hume chutti denge?

Shreya: Mera unse baat ho gayi hai. Humare chutti to confirm hai. Aur hum sab tere baare mein bhi bole the. Tab Dushyant sir ne kaha tha ki agar tu jaana chahti hai to tujhe bhi humare saath lene ke liye.

Purvi: To thik hai. Yeh confirm hai ki main tum logo ke saath jaaungi. 

Shreya: Ok done.

Purvi: Shreya sun na.... Hum to sab saath jaa rahe hai. Nikhil aur pankaj bhi humare saath hai. Agar hum Kavin sir ko saath mein le chale to koi problem hoga kya?

Shreya: Purvi hume koi problem nehi hoga. But tu to jaanta hai Kavin Sir aur Dushyant sir ke riste mein kitna uljhan hai. Kavin Sir Dushyant sir ke paas chutti mangne jayenge to phise Dushyant sir unko insult karenge. Aur hum Kavin sir ke baare mein kuch bolne jayenge to Dushyant sir sayad humse bhi gussa ho jayenge.

Purvi: Tu chinta maat kar. Woh sab mujhpe chod de. Tu sirf yeh bol Kavin sir humare saath honge to tum logo ko koi problem hoga ki nehi.

Shreya: Purvi hume koi problem nehi hai. Aur jo kuch bhi hua woh Dushyant sir aur Kavin sir ke beech ki baat hai. Kavin Sir se hum naraz nehi hai.

Purvi: Thank you Shreya.

Shreya: Oye, tu kyu thanks bol rahi hai? Chakkar kya hai?

Purvi: Kuch bhi mat bol. Aur kuch bhi mat soch. Tu bhi na Shreya....

[Purvi went to her work. Shreya didn't say anything else. Only smile appeared on Shreya's face.]

[Shreya and Purvi again focused on their work. After some time Dushyant came to the bureau.]

Dushyant: Freddy, Purvi, Pankaj tumlogo ko ACP sir ne call Kiya tha kya? 

Freddy: Nehi sir...

Purvi: Mujhe bhi call nehi aaya unka. Par kya hua sir? Koi problem hai kya? 

Dushyant: Nehi Purvi... aise koi baat nehi hai. Darasal ACP sir ne mujhe kuch details bhejne wale the. Abhi tak unhone kuch bheja nehi hai.  Aur mujhe call bhi karne wale the ACP sir. Lekin subah se mera phone hang ho gaya hai. Issiliye ACP sir tum logo ko call kiya yea nehi woh puch raha tha.

Dosti Mein Dararजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें