Purvi fell in love with Kavin

104 6 3
                                    

Dosti Mein Darar

       Part 14

Kavin's House:

[Kavin is sitting on the bed leaning against the pillow. Purvi is sitting in front of him. She is continuously looking at Kavin. And Kavin is sitting with his head down. There is no word between them for a long time. Finally Purvi broke the silence.]

Purvi: Kyu kiya aapne aisa? Sir aap ek CID officer hoke suicide karne ki kausish ki?

Kavin:  Kyuki mere jeene ka koi matlab nahi hai. Mujhe aapne aap par gheen ate hai. Mujhe mar jana hi chahiye. Kyu bachaya tumne mujhe? 

Purvi: Main chahoon to bohot kuch bol sakti hu. Lekin mera koi haq nehi hai. Aap senior hai aur main junior hu. Problem ehi hai. Issiliye aapke yeh sab baat ka kya answer doon sachme mujhe samajh mein nehi aa raha hai.

Kavin: Purvi tum please jao. Mujhe thodi der akele rehne do. 

Purvi: Kabhi nehi. Main abhi nehi jaaungi. Raat ho gaya hai. Khane ka waqt bhi ho gaya. Main aapke liye khana leke aati hoon. 

Kavin: Mujhe bhookh nehi hai.

Purvi: phir bhi khana parega. Main khana laati hoon.

Kavin: Bohot ziddi ho tum.

Purvi: Ehi sab bolte hai. 

[Purvi left the room.]

Kavin (pov): Kyu Purvi mere itna khyal rakh raha hai? Kyu? Mujhe Purvi se dur rehna chahiye. Mera kismat ka saaya uske zindagi na barbad kar de. Purvi ko woh sab baat nehi batana chahiye tha. Main yeh galti kaise kar diya? Mujhe bohot bari galti ho gaya hai. Aab to main chahkar bhi yeh galti nehi sudhar sakta. Jab bhi tum mere saamne aate ho main chahkar bhi tumhe dur nehi kar pata. Lekin mere saath rahoge to tum safe nehi rahogi. Agar tumhe kuch ho gaya to main khudko kabhi nahi maaf kar paunga.

[After some time Purvi came room. She has a bowl of soup in her hand. On entering the room, she saw that Kavin had changed his mind. Leaving the bowl of soup on the table, Purvi put her hand on Kavin's shoulder. After being touched by Purvi, he comes back to reality.]

Purvi: Kya hua? Kya soch rahe the aap?

Kavin: Kuch nahi.

Purvi: Main aapke liye soup leke aayi hai. Pee lijiye. 

Kavin: Purvi mujhe...

Purvi: Main aur kuch sunna nehi chahti hoon Kavin sir. Please pee lijiye.

[Kavin couldn't say anything else. Purvi passes the bowl of soup to Kavin. But when Kavin goes to take it, his hand hurts.]

Purvi realizes that and says: rehene dijiye, main khila deti hoon. 

[Purvi said this and started feeding him. Kavin looks into Purvi's eyes for some time and gets lost in her. Then he turned away as soon as he noticed. Purvi smiles lightly.]

Purvi: Aap abhi rest kariye. Main abhi jaati hoon. Kal subah nikalna bhi hai. Aur kal main hi aungi aapko pic karne. 

Kavin: Hmm..

[Purvi left. Kavin once again lost himself in an unknown thought.]

Next Day:

[Pune Junction]

[Nikhil, Pankaj, Shreya, Dushyant are all waiting at the station. Kavin and Purvi have not come yet.]

Dushyant: Shreya Purvi kab tak ayegi tumhe pata hai?

Shreya: Sir subah baat hui thi. Tab woh ghar se nikal gayi thi. Abhi tak to aa jana chahiye tha..par pata nehi kyu nehi aayi abhi tak.

Pankaj: sayad traffic mein phaas gaye honge.

Dosti Mein Dararजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें