Usne pucha itni kitabe kyun padhti ho usse bahar bhi ek duniya h
To humne bhi muskura kar kaha,
"Duniya to beshak h kitabon se bahar magr
Jo sukoon kitabon wali duniya deti hai
Wo yeh asal duniya nahi de sakti
Jaha asal duniya me log tumhe rulayenge
Wahi kitabon wali duniya tumhe muskurana sikhayegi
Jaha asal duniya me tumhare apne tumhe nahi apnayenge
Wahi kitabon wali duniya tumhe khule dil se apnayegi
Jaha asal duniya mein tum khud ko yaha ki bhaag dood mein kho doge
Wahi kitabon wali duniya tumhe khud se milayegi aur jina sikhayegi"
आप पढ़ रहे हैं
Eloquence of Books
PoetryNot a story but some poetries I am not a writer but a student and this just a try from a girl who loves and wants to live in her fictional world