Aaj galle lgge voh humare, lekin mahak kisi aur ki lye the,
Unki laye the,jinki baaho mei voh sookr aaye the,
"KAUN HAI WOH", puchna chahti thi mai,
Par voh toh meri tabbhai ki nishani gardan par chupakr lye the.Shayad pta chal gya tha unhe,
Gardan chupa li thi,
Nazre milane ke darr se, unhone nazre jhuka li thi,
Dukh essa ki nain ashru gira nhi pa rhe the,
Shayad humare pyaare ki nishani bhi Mitta Li thi.Aye khuda kar kehar essa,
Maut mujhe galle se laga le,
Keemat mere pyaar ki essi,
Ki voh bhi sab se dagga le,
Khooje Meri kabar aakr,
Yeh aatma tere ghar ki fanna le.Yhi darkhwast kar khuda se,
" TERE HISSE KHUSHIYA, MERE HISSE DAGGA DE'-Navdeep
YOU ARE READING
Ungrateful Mist
PoesíaThis collection of mine has some unsaid words which I wish I could have said sooner...