Hey guys,
Here is another episode of KKK.Thank you for your lovely comments.
Please continue doing the same.Without further due
Let's start.°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°
°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°Anwar:" tum mujhse abhi hi naraz ho mujhse... nafrat karni lagi ho na mujhe se ".
Meerab:" app ko lagta hai ki mai nafrat karti hun ?". She says innocently.
Anwar:" Haan...aur karni bhi chahiye... bachpan mei....maine tume...anila hawale kar diya tha..aur tumari shankat tumse chupati....mai maafi ke kabil nahi hai". He says and lowered his eyes.
Meerab:" app ko laga ki mai is baat ke liye app se nafrat karungi..app kaise soch skte hai ki aik beti apne baba se nafrat karegi( he looked up towards her)...mai kabi apse nafrat nahi kar sakti..kabi nahi..ye sach Jane se pehle naraz thik mai apse...sikwa the apse...lekin....jab se mai is wajah Jani hai..abb o bhi katam ho chuka hai...".
Anwar :" konsi wajah ".
Meerab:" yahi ki apne mujhe...apke saali ke hawale kyun Kiya ".
Anwar:" kisne bataya tume ".
Meerab:" haya ne....".
Anwar *kahi haya ne meerab ko Nadia ke bare tho nahi bata diya *.
Meerab saw Anwar lost in thought.
Meerab :" kya soch rahe Hain app ".
Anwar comes out of his thoughts.
Anwar :" kuch nahi..ha..haya ne kya bataya tume ".
Meerab:" yahi ki Malik mutiyar ne mujhe Marne ki koshish ki thi mujhe isliye....apke mujhe cannada walon ke hawale kar Diya tha".
Anwar * shukar hai....*.
Meerab:" bhale hi shikwa mit Gaye hai..... Magar mai app kisi aur baat ke liye saakth kafa hun ".
Anwar :" konsi baat beta ".
Meerab:" konsi baat...yahi Jo apne apni halat ki ki hai na isliye kafa hun mai app se...apko nahi lagta...mujhe sambhal ne la moka tho Dena chahiye tha...bahot badi hakikat kuli thi mere samne...mai hosh mei nahi thi....kuch samajh nahi a raha tha ki Mai kya karun..... isliye kisi se bhi baat nahi karna chahti thi mai...jab Tak khud ko sambhal lun...us sach ko accept na kar lun.... isliye mana Kiya tha Maine apse baat karne ke liye...aur apne kya socha...mai apse nafrat karne lagi hun...haina...raat bar...ye baat...aur sahil ke baato ko soche rahe na...isi baat ki tension Li thi apne".
Anwar :"nahi beta ".
Meerab:" jooth na bolein...mai jaanti hun...isi baat ki tension Li hai apne....o tho gaada tha...Bina soche...Jo muh mei Aya bol diya...bahot mohabbat kar ta hai o mujhse... behen huna mai uski mujhe taklif mai nahi dekh sakta isliye.... gusse mei kaha tha o sab....use sach na pata tha....app jante the na ye...phir tension kyun li....kyun Dil pe liya apne ".
Anwar :" mujhe....maaf kardo bete...tum sahi ho.... mujhe wakath Dena chahiye tha tumne....mai dar Gaya...dar Gaya tha kahi tum mujhse nafrat na karne lago...mai meri beti ki nafrat nahi seh sakta...mai Nadia ko koh Chuka hun... tumne nahi kohna cha tha tha ".
Meerab immediately hugs placing her head on his chest and tears started flowing through her eyes.
Meerab :" mai kabhi app se nafrat nahi kar sakti....beti hun apki..cha ke bhi tho nahi kart sakti..( she gets up and holds his hand )a...ap ko pata hai jab aapki treatment chal raha tha...Maine..Maine khud ko bebas mehsoos kar Rahi thi....mai khud aik doctor hone ke bawajood kuch nahi kar pah Rahi thi mai kuch nahi....us wakath Mera Dil phata ja raha tha...Dil gab raha tha mera.... mujhe lag raha tha ki Mai app ko koh dungi....Mai app koh nahi sakti...app baba hai mere...aapko kuch ho jata tho Mai karti... please ayenda se Aisa na kariye ga..over stress na lijiye ga". Anwars and meerab's eyes where wet.

YOU ARE READING
Khan Ki Kahani
RandomThis story is inspired by tere bin but a totally different story . so what if Anwar had give Meerab to waqas Ahmed for her safety? will waqas tell her the truth of her biological parents ? will she ever get to meet her real family ? I hope you guys...