Hey guys,
Here is another episode of KKK.Thank you for your lovely comments.
Please continue doing the same.Without further due
Let's start.°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°
°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°Meerab :" bolo kya baat karna chate ho tum mujhse".
Murtasim:" tum is rishte se inkaar kardo...kyunki Mai tumare lekin sahi nahi hun ".
Meerab:" aur tum mere liye sahi kyun nahi ho ".
Murtasim:" kyunki...agr humara nikkah hua tho...tumari zindagi barbad ho Jaye meerab ".
Meerab:" what nonsense...kya bakwas kar rahe ho ".
Murtasim:" bakwas nahi kar raha hakikat bata raha hun tum...abb kisi apne ko khone ki himmat nahi hai mere pass ".
Meerab:" kya matlab ".
Murtasim:" meerab..jisi apne ne mujhe se mohabbat ki mere karib aya hai..maine use khoya hai...( Murtasim tells her about her mother's death and haya 's mother's death) Aur us maine apna muh na kol tha tho... shayad tume itani taklif na sehni pad thi...aur dekho abb sirf hamari riste ki baat Hui hai aur... chacha Saab ko heart attack a gaya".
Meerab:" kya be fazool ki baatein kar rahe ho tum....murtasim..mai aik doctor hun.. internship ke doura mai aise cases dekhein hai jise..child birth ke dauran maa ka itaqaal ho jata hai..ammi ka bhi yahi case tha...tumara chune se kuch nahi hua...aur phuphu aur phupha ka accident hona likha tha... isliye hua..na ki tumse milne Ane ke wajah se... aur agar tumne is din..apna muh na khola..hota tho shayad ajj bhi mai Haqeeqat se be kabar hoti...na khala himmat kar pati mujhe batane ke liye na..baba bata pate mujhe...aur rahi baat baba heart attack ki..o isliye hua.. kyunki unhone sahil ke baatein Dil se laga li thi...raat bar o ye soch the rahe ki...sachi jan kar mai unse nafrat karne laungi... over stress ki wajah se unhe heart attack hua tha...tumare wajah se nahi hua tha o....aur jis logic se tum ye sab keh rahe ho..use tho yahi sabit hota hai ki ye sab mere wajah se hua hai ".
Murtasim:" ye kya keh rahi ho meerab ".
Meerab:" sahi keh rahi hun.. dekho na...is duniya mei ati hi..apni maa ko kah gayi.. phir phuphu aur phupha...uske baad baba ko heart attack bhi mere wajah se hua..jab tak mai Canada mei thi...tab stress lete the..mere liye..magar kabi..aisi halat nahi hui unki..jaise hi mai Canada se wapas ayi...o hospital poch Gaye..jaan jane wali thi unki...mai hi manhus hun is khaandan ke liye..meri wajah se hua hai ye sab ".
Murtasim:" ye kya keh rahi ho meerab...tum manhoos nahi ho ".
Meerab:" tum bhi o nahi ho murtasim Jo tum khud ko samjh rahe ho...khud ko ghunegar tehrana bad karo murtasim".
Murtasim didn't say anything thing.
Meerab:" mai ye sab isliye nahi keh rahi..ke tum is riste ke liye haan kar do..trust me.. murtasim mai samjh chuki hun ki tum is rishte ke liye razi nahi ho...tum phele hi inkaar kar chuke ho....aur mai ikrar kar chuki hun...and I know ki maa begum tume... zabardasti haan kar wayein gi kyunki Maine haan kardi...mai zabardasti ko ke zindagi ka hisab nahi bana chati...agar koi meri zindagi ka hissa Bane tho..apni marzi se bane..naki zabardasti..mai chati hun ki tum Dil se razi ho is rishte ke liye... isliye main bahir Jake inkaar kar deti hun ".
Murtasim:" chalo phir..bahir chal ke sabko faisala bata dete hain ".
Meerab nods.
----------------------------------------------------

YOU ARE READING
Khan Ki Kahani
RandomThis story is inspired by tere bin but a totally different story . so what if Anwar had give Meerab to waqas Ahmed for her safety? will waqas tell her the truth of her biological parents ? will she ever get to meet her real family ? I hope you guys...