𝐓𝐫𝐮𝐭𝐡 𝐚𝐧𝐝 𝐂𝐨𝐧𝐟𝐫𝐨𝐧𝐭𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧

225 24 53
                                    

Let's begin with the story ...

AS : Sach toh yeh hain ki asli Deshdrohi Hum nahi hain , captain to Ajay bakshi hain , wahi deshdrohi hain , Hume bade khed ke sath kahena par raha hain ki humare IB ke chief yani Ajay bakshi hain ...

Haseena was shocked to heart that real captain is Ajay bakshi ....

HM : bakshi sir ? Bakshi sir kaise Deshdrohi ho saktey hain ?

AS : Haseena Malik aapko yaad hi hoga ki Aapne swayam Hume apne urmila hone ka raaz bataya tha ?

HM : ji ...ji yaad hain ...

AS : to hua Yun ki uske agle din Bakshi ne Hume uske karyalay mein bulaya aur Hume Deshdrohi jaise Abhinay karne bola kuiki Dushman aapko aur Karishma Singh ko nishana rahe hain kuiki Woh jante hain aap dono ko nishana  banane se hum kamzoor padh sakte hain , agar hum unko wo hardisk nahi dengey to Haseena Mallik aur Karishma ko Mar dengey , aur upar se Haseena Mallik Ajay  bakshi ko hardisk dene wali thi , agar yeh  hardisk bakshi ko mil jaata to desh ka rishta suraksha khatra pe padh jaati , aacha Hua ki Karishma ne woh hardisk Ko Nasht kar diya , hum woh hardisk kisi bhi Tarah hassil karna chahtey the taki hum usy nasht kar sakte hain ... humara Deshdrohi baana humare yojna ka anshlekh tha ..

SS: anshlekh ?  (Asked with confused face )

AS : part of plan

HM : par aapko yeh baat kaise pata ki Ajay bakshi asli captain hain ?

AS : shaq to Hume humare sagai ke dauran se hi tha .. jab woh Hume sagai chodkar mission ke liye Jane ke liye kaha ... mission mein to kuch din woh  pure hosh aur Josh se kaam Kiya par unhone apna interest dikhaya par usne mission  chod diya..... phir Hume  Pata chala ki dushman ko humare gupcharo aur Raw Agents ke bare kuch sanket  mila ... humara param Mitra Vikrat chaubey , woh bhi Raw Agent hain , jisne Aap mili thi aur usne hardisk ko bachane ke liye aapko di thi usne,  phir humne aapko phone karke Hardisk ke bare mein suchit Kiya tha ......humne aapko yeh bhi kaha  tha ki kisi Gupt jagha mein chale jaiye taki aap surakshit rahengi ...aur yeh bhi kaha tha ki

  " jeevit rahiyega bahot kuch hain jo aapse kahena " 

Anuseena's eyes gets moistened and then they were lost in each other eyes....

Inayat noticed and diverted the situation..

IM : phir jis samay Anubhav appi se baat kar rahay they  usi wakt Mira bhi hacked hui thi ,

AS : aur phir jaise humne kaha tha   Haseena Mallik ko , thane se kahi aisi   jagha chupne jaha kisi ko bhi na Pata na ho , hume bhi nahi , phir to aap sab jante te hi  hain .... ...aur phir 26 January ko hun aaye the aur Hume Haseena Mallik ke accident ke bare mein Pata chala ...

IM : Appi ka accidents sunke woh ekdam pura tut gayee ..

AS : Aur Jis din aapne hume Apna urmila hone ke raaz bataya tha uske agle hi din Hume Bakshi ne Hume bulaya ....aur humse kaha ki ..

Flashback

Bakshi called Anubhav in his office ..

AS : jai hind Sir ..boliye kis liye bula tha that aapne hume .....

AB (Ajay bakshi) : Anubhav,  ek samasya ho gayii hain , Desh ke dushman ko woh hardisk chahiye , vo hardisk lene ke liye kisi bhi had tak jaa sakte hain , yaha tak ki vo tumhare behn aur Haseena ko target bana rahe hain  ....

𝐀𝐢𝐭𝐛𝐚𝐚𝐫 -𝐞 -𝐦𝐨𝐡𝐛𝐚𝐚𝐚𝐭Where stories live. Discover now