Rashmi walking toward her chamber with shreya and mahi
They enter inside and find madhav, siddharth tara, suman, vichitraveer and Abhishek
Abhishek looks tensed
Rashmi:- kya hua aap sab aisa? Sab theek haina
Mahi:- haan pitashree kya hua aap chintit lag rahe hein
Abhishek look at mahi
Abhishek:- kuch nahi hua putri tum shreya or tara jao... or vishram kar lo
Vichitraveer:- aapne apna nirnay nahi bataya Abhishek
Abhishek:- vichitraveer ham iss barema baad mein bhi baat kar sakta hein
Vichitraveer:- baad mein kyun? Abhi kyun nahi
Madhav:- toh abhi hi nirnay sun lijiya hame aapka prastav asavikaar hai maharaj Vichitraveer ab aap ja sakta hain apni putri ko lekar
Rashmi:- kesa prastav?
Vichitraveer:- maharani ab aap hi samjhaya apna bhai or Abhishek ko meina toh keval apni iccha rakhi hai inka samne ki hamare sambandh ko or bhi gehra karna chahiya
Shreya feels uneasy.. she look at her brother who is looking angry and sad
Vichitraveer:- suman or aarush bohut accha mitra hai or mein chahta hoon ki aarush or suman ka vivah ho
Shreya, mahi and rashmi get shocked
Rashmi:- Kabhi nahi!!
She said with anger raised in her voice.. Abhishek and Madhav look at her
Mahi was taken aback
Rashmi:' aapne aisa socha bhi kesa maharaj.. aisa nahi hoga mera putra ka vivah ho chuka hai
Vichitraveer:- jabardasti hua tha...
Abhishek and Rashmi look at him
Vichitraveer:- shayad jada logo ko pata nahi hoga kintu mujhe pata hai apna kul ke maan ke liya aapne aarush ka vivah iss ladki se karwaya
Point toward mahi
Madhav- wo ladki iss rajya ki yuvrani hai maharaj
Vichitraveer ignore him
Suman:- kakashree mein aarush se prem karti hoon or aarush bhi mujhse prem karta hai
Everyone look at her
Siddharth:- jhoot mat boliya rajkumarii aisa nahi hai aarush aapse prem nahi kartaa
Suman:- toh kya mahi se karta hai?
Siddharth get silent
Suman:- or aapko iss vishy mein bolna ka koi adhikaar bhi nahi hai rajkumar aap iss parivaar ka hissa nahi hai aap bahar wale
YOU ARE READING
ꜱᴀɪʏᴀᴀɴ
Fanfictionᴛʜᴇ ꜱᴛᴏʀʏ ɪꜱ ᴛᴏᴛᴀʟʟʏ ꜰᴀɴ ꜰɪᴄᴛɪᴏɴ ꜰᴏʀ ꜱᴜᴍᴇᴅʜ ᴍᴀʟʟɪᴋᴀ ꜰᴀɴꜱ & ꜱᴜᴍᴇᴅʜ ᴢᴀʟᴀᴋ ꜰᴀɴꜱ ɢɪᴠᴇ ʏᴏᴜʀ ʀᴇꜱᴘᴏɴꜱᴇ ꜱʜᴀʀᴇ & ꜱᴜᴘᴘᴏʀᴛ