Third - Part The Battle of Life...

77 3 4
                                    

Un sabhi ko soldier ne gher liya tha Charo taraf se ab unke pass bachne ka koi rasta hi nahi tha un logo ne China ke soldiers ke uniform pehne the kab se jo  log in par hamla kar rahe the aur in logon Ko pakdane ki koshish kar rahe the vah China k...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


Un sabhi ko soldier ne gher liya tha Charo taraf se ab unke pass bachne ka koi rasta hi nahi tha un logo ne China ke soldiers ke uniform pehne the kab se jo log in par hamla kar rahe the aur in logon Ko pakdane ki koshish kar rahe the vah China ke the China ne korea par hamla kar diya tha

yaha par China Korea ek alag alag Desh Hai jaha pe president , PM ,CM hote Hai aur kam se kam 20 se 25 Desh aur Hai Jaha par China , Korea ke tarah president , prime minister ,CM hote hai yah sab develop countries me aate Hai par inke alava kuch clans hai

Jaha prime minister ,President ,nahi hote Hai vaha clans leaders hote Hai vo rul karte hai par vah sab jyada develop nahi Hai sabhi clan leader hamesha is koshish me rahte hai ki unka clan develop ho jaaye Aur unke sabhi clans ko milakar ek country ban jaaye Jaise China ke sare clans ko Mila kar ek country bani hai China usi Tarah yaha abhi kuchh hi clans hai jinhen Mila kar country Bane Hai ye dhire dhire badh Raha Hai China me bhi abhi bhi clans hote hai clan leader hote Hai par in sab ke upar president rule karta hai uske pass bahut jyada power hoti hai Jo pure China per control karti hai koi bhi clan leader president ke upar awaaz nahin utha Sakta president koi bhi rule banaega sabko manana padega isiliye hamesha sabhi chhote se bade clans issi koshish me rahte ki vah sare clans milkar ek country ban jaye aur apne clans ko un 25 countries ke list me Shamil karna chahte hai in 25 countries ko QUORA kahate Hai in countries ke list me 15 countries valid hai aur vahi sabse develop contries me aati Hai aur 10 ko list me Rakha gaya hai par vo shortlist hai jab yah 15 country ki Hami hogi tabhi vo country short list se officially QUORA me samil ho sakta hai ha vo QUORA me samil hai par baki 15 countries ki Tarah valid nahi Hai unhen kabhi bhi nikal Diya ja sakta hai agar kisi ek country ke bhi president ne bhi kisi clan ko mana kar Diya to vo shortlist se bahar ho jaega aur QUORA se bhi agar inhen QUORA me samil hona hai ya unhe list me tabhi Rakha jaega jab ye behtar honge har chij me Jo requirement hai unhe Puri kare tabhi samil ho sakte hai agar requirement Puri nahi hue inhe aur shortlist me se nikal Diya jaega par is shortlist me aana Hi bahut badi baat Ho jaati Hai kyunki shortlist me aane ke baad possibilities rahti Hai ki yah sare countries developed countries me ayenge aur sare shortlist countries ki develop countries help karenge development ke liye yahan in 25 countries ki meeting bhi hoti hai jo hamesha har saal may first week me hoti hai aur sabhi countries ke president prime minister and other ko aana padta hai is meeting ko president Amaryllis meeting ( P.A.M) kaha jata hai

president is me men hota Hai yahan president first citizen hota Hai aur uska Omega first Omega hota Hai Omega se related sare faisle president ka Omega leta hai aur jo president unmarried hai to Omega se related sare faisle president hi leta hai first Omega ke pass bahut power hoti hai issi liye hamesha sabhi omega president ke piche lagi rahti hai uska mate banne ke liye ye Jo time hai vo 90s ka hai to log thode purane soch ke hai omegas ke liye par har countries me Aisa nhi hai Omegas ko lekar bahut jyada rule hai Amaryllis meeting me president ke Omega ko bhi aana hota Hai yah bahut jaruri hota Hai yah yahan sabhi countries ke omegas aate Hai aur milte hai ek dusre se

Black Rose: Earlier it was like a beautiful red rose but now it is turning in Where stories live. Discover now