Chapter 5

203 12 3
                                    

First of all, in do dino jo mental trauma main aap sabko diya hain uske liye I am really sorry ... .

Pata nahi kyun ek naya account banaya aur aapko follow karne lagaya, I don't want what I was thinking at that time jab maine post kiya ! I really don't know ... Mental breakdown samjhalo, yeh samajh lo ki dimaagi haalat kharab ho chuki thi ... 

There is one phase in life jaha par kuchh samajh nahi aata ki yeh kya ho raha, kyun ho raha hain, dimaag na Khali ho jata hain aur kisi bhi kaam mein Dil hi nahi lagta

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

There is one phase in life jaha par kuchh samajh nahi aata ki yeh kya ho raha, kyun ho raha hain, dimaag na Khali ho jata hain aur kisi bhi kaam mein Dil hi nahi lagta ... Aur vahi phase na mera chal currently ! Dimaag fat raha hain ... I wanna escape from reality, atleast jo mera environment mujhe usse toh bhagna hain ....

Aur isiliye I think to restart the fanfiction journey, kyunki I felt I lost my family, my friends which I created here, because in personal mere toh friend hain hi nahi aur jab family hi toxic hain toh ...

But I think vo ulta mujhe hi truma de gaya ! Isiliye yeh account toh main nahi chhod rahi, isko aise hi rahungi aur update karungi, aur vo jo dusra account usko professional banaungi ...

But abhi ke liye toh I think I need a break ... Ek toh Wattpad ne personal messages bhi band kar diya hain varna there are friends of mine jinse main baat kar leti ... Like Scherbasky, Starry0502 aur ek hain jo pata nahi kaha ghum gayi hain, also sakshi, vo bhi pata nahi kaha gum gayi ... and there were so many friends jo Wattpad chhod chuke hain ...

Aur is ek saal-do saal mein jo irregularities aayi thi due to my competative exams preparations uske vajah se jo readers ka response bhi bohot affect hua hain, toh yeh samajh lo sab mil jul ke na mental health ki band baja rahe hain ...

And the only way to escape from it for me is writing fictions, chapters but then agar votes aur comments na aaye toh aur bhi lonely feel kar rahi thi ! Mujhe back to back updates dene mein koi problem nahi hain magar jab votes nahi aate, comments nahi aate toh fir main kyun dun ????

If you are Arshi fandom and you are familiar with ' Humesha ' fanfic, to jo personality maine Garima ko di hain, She is reflecting my mother ... And the scenes and the dialogues given to her originally belong to my mother ! Aur upar se neet controversy ke vajah se to I am not going anywhere else till August ...

Toh soch lo ki meri mental health kyun itni fluctuate kar rahi hain ... I don't know what I need to get well, kyunki writing isn't a solution ... Kitne panne likhu mein, friends toh hain nahi, sala Bachpan se toxic friend circle mein thi aur apne siblings se kya baat karun, uske khudke alag dukhde hain ...

Yeh toh pahle bhi tha toh ab kya badal gaya hain ... Main batau, jo ek chiz mujhe comfort deti thi, vo meri watty family change ho gayi hain !

Main apne mental health ke liye kah rahi hun, please 🥺 respond kar diya karo, comment kar diya karo because ek yaha jagah hain jisne mujhe accept Kiya hain ... Please mujhe ab aap sab mujhe mat chhodo ?! I beg you please ...

Pata hain, likhte huye na rona aa raha hain ... Please 🙏 I need you all ! All my wattpad family ... Maine pahle bhi bohot baar kaha hain aur Aaj bhi kah rahi hun ki for me, writing fiction is my therapy aur your response, your comments is my treatment ... Please!

Don't do this to me, don't abandon me ... I will be shattered yaar ... Please !!! Aur sorry apko trick karne ke liye magar aap padhte hi nahi ho na ... Isliye please !

A JourneyWhere stories live. Discover now