Jaise ki ab tak Haseena ko Sisu mil gayi hai tail tribe mei aur usse sisu ka sach pata chala hai aur ab dono Kundra ko bachane ke liye ek sath aa gaye hai aur haseena ke pita aur baki sab ko vapas insaan bana ne ke liye vo dono nikal padhte hai gem ke tukdo ko khoj nikalne aur unhe vapas jodkar drunn ko hamesha ke liye nasht karne...Gem ka ek tukda Haseena ke pass hai dusra tail tribe ke mukhiye ke pass tisra spine tribe ke pass chotha talon tribe ke pass aur panchva khukhar fang tribe ke pass....
Ab aage:-
5 khukhar billiyon ke jhund ke sath Karishma aur uske siphayi nikaal padte hai haseena ki khoj mei ...
Vo khoj karte karte tail tribe Wale purani ship ke yaha aate hai jaha kuch der pehle Haseena tuktuk aur sisu the....One sipayi:- Rajkumari ji ab Bina vajah uss pagal ladki ka khoj kar rahi hai jisse abhi lagta hai ki mahan dragon Sisu Zinda hai (and he laughed mockingly) ...mujhe lagta hai vo bhi pathar ki ban gayi hogi ab tak....
Ks got angry and she attack a short punch on the servant...
Ks:- Mujhe pata hai mei kya kar rahi hu aur ainda se Haseena ke Barre mei kuch bhi kaha ya mazak udaya toh mujhse bura koi nahi hoga...usse mei kuch bhi bolu per kisi aur ko ye hakk nahi hai ...SAMJHE(she roared)Ks(in mind) Kaha pe ho tum Haseena
Meanwhile Haseena with tuktuk and Sisu went near an abandoned place which was a den of tail tribe leader...
Sisu:- (while looking at the den) pehla sawal mujhe ye ajeeb kapade aur topi kyu phenaya hai(she is still in her dragon form)
Hm:- isiliye ki hum kisi ka dhyan nahi khichana chahte
Sisu:- ohh !! kafi sahi hai chupan chupayi ke liyeAnd while dancing as usually in excited way sisu asked:- toh ye hai tail tribe ka adda(den)....(ooo ohhoo...dushdumbthidak)...
Sisu:- ouchhh....meri kamar
Hm nodded unbelievably:- dhyan se Sisu ...aatak gaya na pao...
Sisu:- mujhe kya pata tha insaan aise Dori har jagah bandke rehte hai adde pe ...vaise yaha koi rehta hoga kya?? Dikhne per lagta nahi haiHm:- Sisu agar jhal(trap) bichane ke liye itne dhagge band rakhe hai har jagah toh jarur yaha koi rehta hoga na...chalo ab dhyaan se isse par kar chalte hai
Hm was going forward with sharp moves without touching the thread trap and she reached the other end...while sisu was just looking at her moves
Hm reached other end and saw sisu didn't follow her...she gestured her too come ...
Sisu within fraction of secs came near her and hm was just amazed by her moves...
Sisu:- kya mere chehre pe Daman nikal aaya hai
Hm:- uhh...ahh..nahi bas vo...aaj tak kabhi dragon nahi dekha na
Sisu:- (with overacting)kaamal hu na mai aur tumhe pata hai mei pith ke bal bhi terti hu(swim) khacha kach Pani ka nacch ..
Hm was just looking at her overdrama...and started moving forward....sisu just dropped her enthusiasm and followed herSisu:-vaise ye jhal(trap) drunn ko nahi rokh sakhte
Hm:- (sigh)ye drunn ke liye nahi hai ye hum jaise insaan ke liye banaya gaya hai taki koi gem ko hasil na kar sake
YOU ARE READING
KareEna and the Last dragon
ФанфикKareena love story A story with lot of adventures,comedy , action,hate and love .... KareEna and the Last Dragon is about the titular warrior princess, Haseena . She seeks out the fabled last dragon (Sisu), hoping to restore the dragon gem that wo...