Next day ,
Everyone were present in a room eagerly waiting for guru Agastya to talk .
Guru Agastya : Ane wale das din mein ek adbuth muhurath hai . Mein chahta hoon Devraj aur Indrani ka vivah usi muhurath ko nishchay Kiya jiye !! Aap log kya kahenge ?!
Ananta : iss mein poochne wala kya baath hai gurudev ..ayehi nischay hai ....sab log kahiye yeh hi acha hai na ?!
Aparna : Ha yuvraj aap sahi bol rahe ho !!
Everyone else also agreed to that.
Guru Agastya : Devraj and Indrani tum donno ko koyi apati nahi hai na ?
Devraj: Ji nahi gurudev !!
Indrani : Humein koyi apati nahi hai guru ji
Guru Agastya : Chalo achi baath hai...toh humare sampraday ke anusar vivah ladki ki rajya mein hona chahiye...matlab yeh vivaah devgiri mein hogi...toh maharaj Mahendra jahiye aur vivaah ki tayari kijiye.
Mahendra : Ji hum aaj hi devgiri chale jayenge aur vivaah ka kaam aarambh karenge.
Kaali : Aur yaha hum sab logon ko bhi bahut kaam karna hai ...toh sab Aaj se hi kaam mein lag jaye !!
Everyone agreed to her .
All the elders left from there leaving the younger ones alone.
Varadendra : Acha toh mere priya mitra Devraj batao kal kya baat Hui thi tum dono ki beech mein?
Devraj : Kaun dono?
Kaalendra : Arey aur kaun aap aur apke hone wale patni ke beech mein !! Kal akele mein kya baate Hui thi ha?!
Devraj: Woh..kuch nahi bas aise hi..
Ananta : Mere bhai bahut sharmile hai jijaji ...inhe puch ke kuch nahi hoga..toh hum rajkumari Indrani Ji se puch lete hai !!
Archana : Satya kaha aap ne yuvraj.. Indrani Ji ab aap hi keh dijiye Aisa kya baat Hui kal ?!
Indrani : Kuch vishesh baat nahi hai hum bas aise hi baat ki hai ek dusre ki bhaarein mein.
Revati : Ek dusre ke bhaarein mein kya baat kiye ...humein bhi toh batayiye !!
They kept teasing both of them badly.
Devraj being a pro controlled his feelings but Indrani blushed hard .Giving some excuse both escaped from there.
•§•
Mahendra : Mujhe laga tum kuch kaam ki nahi ho..laga tumhari jeevan ka koyi udesh hi nahi hai !! Lekin mein galat tah Indrani !! Mujhe nahi pata tah tum itne bhagyashali ho !!
Indrani just stood looking at him .
Mahendra: Mujhe vishwas hi nahi ho raha tumhara vivah Devraj ke saath ho raha Hai..tum Parajgarh jaise badhe rajya ka maharani bane wali ho !!!
Indrani smiled in happiness looking at her brother being happy because of her after many years .
Mahendra: Acha chalo apna saman bandh lo humein Aaj hi wapas Jana hai devgiri ko.
Indrani :Ji bhaiyya .
And he left from there .
She packed her bag and sat near the window looking outside enjoying the view . Thinking about Devraj and her convo .
Flashback ,
Devraj : Yuvrani jise pehle aap iss vivah ke liye ha kahe ..mein apse mere bharein mein kuch kehna chahta hoon .
YOU ARE READING
Battle Of Love ❤️🔥 (Slow Updates)
Narrativa StoricaTHIS STORY IS BASED IN A HYPOTHETICAL WORLD WHERE THE WORLD IS STILL RULED BY KINGS AND EVERYTHING IS LIKE OLDEN TIMES BUT WITH A MODERN TOUCH OF VERY ADVANCED TECHNOLOGIES AND POWERS. IT ALSO OTHER 5 BEAUTIFUL LOVE STORIES AND A REVENGE STORY. WILL...