Dhruv Tara Or Shaurya Gaye Agra Apne Ghar

78 5 0
                                    

Restaurant mein khana khane ke baad Dhruv Shaurya se puchta hai
Dhruv Shaurya beta apko kahana pasand aya
Shaurya Ji papasa itna swadisht bhojan humne aaj tak nahi khaya
Dhruv- Mujhe tho is baat ki khushi hai ki apko or apki maasa ko yeh kahana pasand
(Dhruv pyar se Tara ke gaal khichta or Tara ko flying kiss deta hai )
Tara - Dhruv kya kar rahe ho Shaurya dekh lega
Shaurya- Maasa or papasa hum yaha se kaha jayenge
Dhruv - Shaurya hum yaha se sidha ghar jayenge
Shaurya - Arre wah papasa hum apke ghar jayenge or apka ghar hai kaha
Dhruv - Shaurya hamara ghar Agra mein hai or woh srif mere nahi balki aapka or aapki maasa ka bhi hai thik hai
Shaurya - Ji Papasa
Tara - Dhruv waise hum Jaipur mein hai tho hum yaha se Agra kaise jayenge
Dhruv - Plane se rajkumari ji
Shaurya- Papasa yeh pla...plane kya hota hai
Dhruv- Yeh bhi ek jagah se dusri jagah jaane ka sansadhan hai bas yah fark hai ki ismein ham jameen ke raste nahin aakash ke raste jaenge.
Shaurya- Adhbut 😀😀😀😀
Dhruv Tara or Shaurya Airport pauchte hai or thodi der baad unki flight ki announcement hoti hai or woh apni seat mein baithkar jaate hai Shaurya window seat mein Dhruv bich seat mein Or Tara kinare wali seat mein baithi thi plane ke takeoff karte hi Shaurya or Tara dono dhruv ko kas kar pakad lete hai
Dhruv in Mind - Meri Tara or mera beta mere itne pass hai isi samaye ka intzar tho maine humesha kiya hai Kanha ji thankyou very much mujhe meri duniya wapis dene ke liye
Dhruv- Tara Shaurya apni aankhen kholo zara or dekho kitna sundar nazara hai Shaurya Apni aankhen kholta hai or bahar ka nazara dekhar bhaut khush hota hai
Shaurya - Papasa hum humesha se akash mein dharti ka nazara dekhna chahte the
Dhruv- Dekho tara kitna acha veiw hai
Tara Tara Ta...
Dhruv dekhta hai Tara ne abhi bhi Dhruv ko gale laga rakha hai
Tara - Dhruv haven't bhaut beh lag raha hai
Dhruv dekhta hai Shaurya ka dhyan bahar ke nazaro par hai or dhruv tab tara ko gale laga leta hai
Sach mein dhruv ki ankho mein wahi khushi hai jo tara se shaadi karne ke baad thi
Tara - Dhruv hum kaha hai
Dhruv - Is samaye tum apne pati ke gale lagi hui ho
Tara apni aankhen kholte hai
Tara - Dhruv Shaurya thik samne hi baitha hai or yeh hamare alawa bhi bhaut log hai
Thodi der baad Dhruv Tara or Shaurya Agra airport par land karte hai
Tara - Abb yaha se kaha jana hai
Dhruv - Or kaha hamare ghar
Tara - Nahi hamare khane ka arth hai ki hum kaise jayenge
Tabhi ek car waha par aati hai
Tara - Dhruv yeh car
Dhruv - Tara yeh meri car hai or woh mera driver hai Amit
Tara - Aapki car or apka driver
Yes guys tara ko abhi nahi pata hai ki Dhruv bahut amir ban chuka hai or Dhruv ne bhi Tara or Shaurya ko abhi kuch nahi bataya
Dhruv - Haa Tara abb hum chale
Tara - Ji avashya
Amit car ko drive karte karte hai Dhruv ke ghar ke pass pauchne wala hota hai tabhi tara bolti hai
Tara - Arre yeh aap gadi kaha leja rahe hai humara ghar is taraf nahi hai
Dhruv- Chinta maat karo Tara
Thodi dher baad Amit gayi ek bhaut bade bungalow ke aage car park karta hai
Tara - Dhruv yeh hum kaha aaye hai yeh itna bada ghar kiska hai
Dhruv - Yeh ghar humara hai
Tara - Kya Dhruv yeh ghar hamara hai
Shaurya - Papasa yeh ghar humara hai bhaut sundar hai
Dhruv - Haa haa yeh ghar hamara hai
(Yes guys mere is ff mein Dhruv duniya ke sabse bade neurosurgeon mein se ek hai or sath hi dhruv ne apne bhaut saare business bhi khole or woh ek bhaut bada bussinesman bhi hai)
Tara - Lekin Dhruv itna bada ghar ise kharidne mein bhaut paise laage honge na is ghar ki kya zarurat thi
Dhruv Tara or Shaurya ko saari baat batata hai ki yeh sab uski 6 saal ki mehnat ka fhal hai
Tara - Humhe aap par gharv hai yeh bolkar Tara Dhruv ko gale lagane wali hoti hai tabhi Shaurya ko dekhar waha rukh jati hai
Aaj ke liye itna hi bhool chuk maaf karna
Hathi Ghoda palki Jai Kanhaiya Lalla ki🙏🙏🙏🙏🙏





Dhruv Or Tara ki Pyari Zindagi Where stories live. Discover now