Veer : kya pls karan (angrily) tere liye mai ek pal mein bhai bn jaata hun toh dusre pal tek kude ka dher....mujhe tere muh se koi bkwas nhi sunni preeta ke baare mein...tu bhul sakta h ki tu usse kitna pyaar krta h...pr mai uske saath apni dosti nhi bhul sakta...mujhe tujhse specially
Karan (cuts in) : preeta ke sath zabardasti hui thi bhai...shrishty ne suicide nhi...uska murder hua tha...(veer looked at him shockingly) i was so blind bhai...ki mai..mai kuch dekh nhi paaya...kuch samajh nhi paaya..(looked at him with moist eyes)
Veer : kya bkwas kr rha hai tu haan....kya bole jaa rha hai tu....(grabbed his arm) ab tu preeta ke liye yeh sab bolega..... uske.....tu usee baksh
Karan (cuts in) : mai jhuth nhi bol rha bhai..... Avinash.....humari behn ke pati ne....(with moist eyes) meri preeta ke saath zabardasti ki....di ke pati ne....shrishty ko maar daala....(veer gaze at him with moist eyes) shruti di....shruti di sab jaanti thi....us...us avinash ka dhokha woh bardasht nhi kr paayi....mujhse baht badi galti ho gyi bhai....hum sab ne ...sab ne di ko ek janwar ke hawale kr diya tha.....(karan starts to explain everything...preeta had told him) (veer started to leave) bhai....
Veer : mujhe preeta se maafi mangni hai....hum...hum sab ke saamne...woh...i cant....(veer leaves from there ...karan follows him)
Preeran room
Swara : tumne karan ko sab bta diya avinash ke baare mein....(preeta looked at her) aise mt dekho ...jis tarah tum ghbra rhi thi us insaan ki entry pr....aur jis tarah karan ki aankhein namm thi...tumhare liye...mai samjh gyi...ki yeh avinash hi tum dono ke rishtey ka sabse bda villian hai...
Preeta : humare rishtey ka villian woh nhi....karan khud h....humare bich jo hua....woh karan ne kiya.....agar woh insaan villian h toh woh shruti ji ka hai.... shrishti ka hai....aur mera......usne ek nhi ....3 ldkiyon ki ijjat unki zindagi se khela....
Swara : 3 ladkiyan ...ya kayi aur...kon jaanta hai preeta....(swara remembered how avinash was trying to touch her) us jaise rakshas....hum auraton ko sirf pleasure....pleasure toh fir bhi pyaar se judta hai.....usne ldkiyon ko havas ke liye hi samjh rkha hai....(preeta looked at her)
Preeta : usne tumhare saath....
Swara : woh mere saath kuch krta.....usse pehle hi usee maine samjha diya....mai koi fragile ladki nhi.....yeh tumhe bhi usee samjhana chahiye tha preeta....doctor ho tum....uh r educated girl
Preeta : woh us ghar ke damaad hn...jis ghar mein mai kaam ke liye aayi thi ....is ghar ke damaad ko mai
Swara: comeon preeta....ghar ka damaad ho ya ghar ka beta...jo ladki ke saath badtmeezi krega.....usko saza milne ka hak hai.....hum ladkiyan hi humari dushman bn jaati hn...hum apni takat ko nhi...apni majburi ko sabke saamne rkh dete hn.....preeta bhulo mt abala mein bhi bal h....woh shabd bal ke bina adhura hai..... aurat agar gauri hai.....toh woh gauri bhi durga hai. ...maa kaali bhi h ....yeh mardon ko nhi....pehle hume khud janna hai.....
"Dr swara bilkul thik keh rhi hn preeta" veer came there.....preeta swara looked at veer and karan....
Veer sits on his knees and joined his hand infront of preeta....preeta looked at him confusedly
Veer : di ke baad.....tum...tum meri sabse khaas thi....my first frnd....jisse maine sab kuch share kiya.....har gham baatein....aur tum...tum meri problem solver bn kr....unhe chutkiyon mein mita deti...bina bole jaan jaati...mai preshan hun.....preeta....mai kyun nhi dekh paaya ki...ki tum itni preshan ho....tumhare saath.....(he stopped....preeta look at him with moist eyes) mai...mai dosti mein haar gya....(preeta shook her head) mai haar gya.....mujhe maaf kr do preeta....i m sorry.....(preeta makes him stand)