20 tarikh ko aaye apne result se Harry bohot hi jyada khush tha ..Usne din me spaghetti banaye or apne fav movies ke sath lunch enjoy Kiya..
Fir saam hote hi wo city square gya or 2 glass butter beer 🍺 Piya ..
Usne pura din Masti krte hue nikal diya
Bechara kafi din baad khush tha ....Raat me msti karne ke baad ghar aaya , shower 🚿 li or chain se so gya
Next day , date :- 21-08-2524
Roj ki tarah usne apne primary works done kiye .
Tbhi usko ek e-mail aata hai ..Harry apna personal mobile utha ke check karta hai to pata chalta hai ye mail uske university se aai hai jaha councelling ke liye usko bulaya gya hai or kya kya documents laane hai uske bare me bataya gya hai ....
Harry usi ke according apne 12th ke marksheet, identity card , citizen card , and entrance score card ko scan kar ke ek pdf taiyaar kar leta hai
Fir wo apne laptop pe university me facilities or available course ke bare me search krne lgta hai..
Isi tarah uske 2 din gujarte hai ...
Day :- 24-8-2524 , the day of councelling
University se un sbhi candidates ( jinhone entrance test clear Kiya tha ) ko ek e-mail aata hai ki university campus aana compulsory nhi hai wo university website se hi councelling me hissa le payenge
Harry ke liye ye bht acchi khabar thi kyuki uska apartment university area se kafi door tha
Subah 9 bje se councelling hone wali thi . Harry ne apne sbhi documents ke pdf university website pe upload kar diye or submit bar pe click kar diya
Kuchh der baad university ke ek employee ka call aata hai ......
Employee:- hello , kya meri baat Harsh Malhotra se ho rhi hai ?
Harry :- yeah , boliye . waise aap kon ?
Emp :- mai 'TUN' ke councelling branch se bol rha hu .
Harry :- good morning sir, ji boliye
Emp :- yeah Harry aapne entrance test me bht acha score kiye tha iske liye badhai ho but aapko to pata hai ki hamari university Asia or world ko best tech University me se ek hai ?.
Harry :- yeah I know it sir .
Emp :- isi liye sbhi candidates ko entrance test Dene ke baad ek practical test se gujarana hota hai
Jisme hm ye dekhte hai ki unki theorical knowledge and practical knowledge ki connectivity kitni achi hai .Harry :- oh ye mujhe pata nhi tha
Emp :- yeah
to maine aapko ye batane ke liye call Kiya tha ki 1st of September ko university me practical exibition hone wala hai
Jisme sare candidates apne practical knowledge ke sath compete karenge university me admission ke liye
Aapko bhi aana hoga apne kisi project ke sathHarry :- okay sir info ke liye thanx
Emp :- best of luck Harry , milte hai exibition ke din , try your best .
Harry cut the call:-
Harry :- itna khus tha mai ki best university me mera admission hoga but yaha ek or level hai
What the fuck** yrr ..Ab kya project banau mai kuchh smjh nhi aa rha
Yehi sochte hue Harry apne balcony me ghumne laga
Sochte sochte usko subah se saam ho gyi but uske dimag me koi dhang ka idea aa hi nhi rha tha
Usne apna 💻 uthaya or bht der tak web pe search Kiya but usko koi dhang ka project mil hi nhi rha tha
Fir Harry ka pet dard krne Laga .
Wo laptop ko sofa pe fek ke washroom gya🚽 Use krte samay use ek Kamal ka idea aaya
Usne turant flush kiya or bhagte hue room me aaya ..Kya tha wo idea ye Jan ne ke liye Jude rahiye hamare saath ......
आप पढ़ रहे हैं
NATURE MAN :- THE ALIEO ATTACK
Science Fictionये कहानी भवीष्य के एक ऐसे लड़के और उनके दोस्तो की है जिसने अपने ज्ञान और साहस के दम पर लाखो लोगो को बचाया वो सिर्फ graduation के Student थे लेकिन उन्होंने अपनी हिम्मत नही हारी और पृथ्वी पे होने वाले alien invasion को रोका भी और उसके बाद पृथ्वी को...