Part 33: Marriage date

80 3 27
                                    

Recap:Khana yaad haina 😁

Dimple POV
Dimple:Kiara woh upar mere kamre mein mera phone rakha hoga le aana jara beta.
Kiara:Ji mummy.

Dimple:Aur Malhan sahab hogaya chai pikar

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Dimple:Aur Malhan sahab hogaya chai pikar.
Vinay:Haan haan hogaya.
Abhishek: Mummy yaar meri shirt kaha rakhi hain nhi mil rahi yaha aana.
Dimple:Hey bhagwan yeh ladka abhi tak ready nhi hua ek toh pehle se hi late ho raha hain aare cupboard mein hi toh thi dekh dhyan se,mein kisi kaam mein haath na lagaun na toh unsein kuch nhi hota.(went to Abbu's room)

Kiara POV
Kiara: Yeh raha phone.

Author: Suddenly someone pull Kiara.

Nischay:Shhh..(cover her mouth)Chilao maat mein hu.

Kiara:Aap yeh kya kar rahe hain?Ek toh pehle se hi late hogaye aur aapko drama sujh raha hain

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Kiara:Aap yeh kya kar rahe hain?Ek toh pehle se hi late hogaye aur aapko drama sujh raha hain.
Nischay:Accha ji aap humare saath itne time se time spend kar toh rahi nhi shadi ke kaam pe busy hogayi aur hum drama kar rahe hain waah bhai waah.
Kiara: Emotional blackmail karna koi aapse sikhe.Lekin mein nhi pighlungi.Ab choriye mujhe late ho raha hai humein.
Nischay: Mein toh nhi chorne wala aaj tumhein aaj toh...

Author: Nischay couldn't complete his sentence because Kiara kissed him on his cheeks due to which Nischay grip looses from her arm and seeing the chance Kiara ran away.

Nischay POV
Nischay:What the .Haaye aaj ka din kitna accha hain aaj toh luck mere saath hain.Mujhe nhi laga tha mujhe kabhi inn sab chijon mein Khushi milegi.Sach mein pyaar insaan mein bohot sare changes la sakta hain (he blushed).

Prena POV
Prena:Kya hua Kiara gal kyu laal hain tumhare.Fever hain kya.
Kiara :Nhi.. woh bhi garm.. haan garmi lag rahi hain isliye (nervous laugh)
Harsh:(smirks)Haan bilkul Nischay ke bhi gaal garmi ke wajahse hi laal honge haina Nischay.
Kiara:(looks down)Aap jaisa soch rahe hain waisa nhi hain.
Prena:Hum kya soch rahe hain Kiara hum toh yehi soch rahe hain kitni garmi hain.Haina Harsh (teasing smile)
Harsh:Wohi toh.
Abhishek:Aaj kal waise bhi Delhi mein garmi badh gayi hain na 😁.

Do I ... Love Her?Where stories live. Discover now