Batuk - dada dekh liyaa aapni mini ka asli chehera huhh aapne ish ladki ke wajha se meri pyaari bodii ko itnaa torturer kiya
Kaka - anirudh tu jitna bahu ko galat samajhta he uthni vo galat nahi he mujhe ek baat bata tune kabhi sikkhe ki dusri baju dekhna chahiii huhh ki or usee samajhna chaha ki uss din vo kyu bhagii thii vaha se or tujhe batadu anirudh ki vo aai thii tujhse milne lekin tabtak tu London ke liye nikal chuka thaa ek baar bahu ko bhi samajh le naa anirudh
Batuk - or aap to barrister he na big d barrister to case ko dono side se sochte he pehele then usee ladhte he lekin aapne to bass apki side dekin bodii ki nahii
Ani didn't say anything and left from there to his study
Batuk - kaka kyaa dada ko unki galti ka ehesa hogaa
Kaka - ye to hame bhi nahi pataa batuk dugaa maa vinati karte he tujhse hamare anirudh ko buddhi denaa
______________________________________Ani was in his study he was very being restless
Ani - aahaa ye kyaa ho raha he mujhe me kyu itna bechen ho raha hu
"Kyuki tumhara dil bondita ko maaf kane ke liye tayar he or dimag nahii sahi kaha naa"
Ani - ee tum dono kon hoo bee or yaha kyaa kar rahe ho andar kese aaye study ke door to lock he.
Dimag - aree aree shant ho jaoo itnaa kyu react kar rahe ho bhaii
Dil - haa vahii to dekh kar pataa nahi chal raha kya ani ham tumhare dil or dimag he
Ani - huhh lekin tum dono yaha kya kar rahe ho jaoo yaha se mujhe aakela chodh do me kuch soch raha hu
Dil - bondita ke bare me naa
Ani - haa m..matlab nahii me kuch or soch raha hu
Dimag - aree ani tum kisee jhoot bol rahe ho hamse
Dil - ham saab jante he anirudh ki tum bondita ke bareme sochrahe ho or mushkil me ho ki usee maaf karna chahiye yaa nahii sahi kaha naa mene bolo
Ani - a..haa sahi kaha me yaahi soch raha thaa
Dil - to ishka simple sa answer he ani maaf kar do usee
Dimag - huhh ese kese maaf kar du bhaii isne mera sath nahi diyaa thaa uss vatk meri karibi dost hote huee vaha se bhaag gaii thii
Dil - aacha esa kyaa aab mujhe batao ki aager tum bondita ki jagaha hote 9 sal ke bachee to kyaa kartee huhh dekho darna ye ek bohot comman chize he or anirudh vo bachii thii uss vakt or tumhe uss halat me dekh dar gaii thii
Ani - haa lekin vo mujhse baat bhi kar sakti thii naa puch sakti thii ki kyaa huaa thaa uss wakt
Dimag - hmm bilkul sahi kaha tumne anirudh aager vo uss vakt darr hi gaii thii to baad me baat nahi kar sakti thii kyaa
Dil - lagta he ani tumhara dimag kamjor ho gaya he
Dimag - huhh
Dil - haa tum kamjor ho gaye ho aabhi aabhi to kaka ne kaha thaa ki vo aai thii tumse baat karne lekin tumhe london jane ki bohot jaldi thii naa
Ani - aaa vo to he lekin
Dill - lekin kyaa haa ani kya tum apni nafrat or ego me itne dub gaye ki tum ye taak bhul gaye ki jise tum itni taklif de rahe ho itni chot pohocha rahe ho vo tumhari aapni misty he tumne aapna puraa bachpan uske sath bitaya he anirudh haar lamha jo tumne uske sath bitaya he vo tumhe yaad he lekin tum tumhare ye cold behavior aur ego un sabhi yaado ko mitana chahta he bass ho gaya ani vo bhi to ek insan he ek jaan he usee itni takif naa do ki vo sach aab fhirse tumhe chodh ke chali jayee
Ani - bondita mujhe maf kar do he sit on his knees and feel to much guilty
And they two gose disappeared
_______________________________________
Bon was siting quietly in her room suddenly someone knocks the door
Bon - aa jaiye sakha babu
Ani - tumhe kese pata chala me hi hu
Bon - me aapki pero ki aahat pehechanti hu bachpan se
Ani - sunno m..m..mujhe maaf kar do mene tumpar hath uthaya
Bon - koi baat nahi sakha babu me gussa nahi hu
Ani - thik he
And he left from there
Bon cry silently - dugaa maa pls sakha babu ki nafart kaam ho jayee
In evening she come downside and start making dinner
Batuk - bodii kyaa kar rahii ho
Bon - kaha bana rahi hu batuk or kyaa karungii
Batuk - bodii sunoo naa kalmere kuch dost aa rahe he ghar to kyaa aap khana bana dengii unke liye bhi
Bon - thik he bana dungii aacha khana bann gaya he jao jake sabko bulao
Batuk - thankyou bodiiii Thankyou so much aap badii pyari ho
Then he call all to have dinner
Kaka - aree anirudh kaha hee usee nahi bulaya kyaa
Batuk - kyaa vo aayenge mujhe to nahi lagta mene unhe maaf nahi kiya he kaka jish tarhaa unhone meri bodii ko itni taklif di he
Kaka - batuk aabhi esi baat maat karo jao jake bulao anirudh ko
Ani - Kisiko bulane ki jarurat nahi kaka me kudh aa gaya
Kaka - aa gaya anirudh aaja beth jaa khana tayar he
Batuk - kyaa ye khayengee mujhe to nahi lagta
Ani - kyu nahi khaungaa bhuk lagii he mujhe
Batuk - aacha to bethiye
Bon - sakha babu beth jaiye me aapko parosti hu
Ani - n..nahii me khudh le lungaa
She being silent and stand there only
After having dinner
Batuk and kaka - ahhh kaha bohot aacha thaa bodii/ bahu
Bon - sukariya ksj batuk aacha chaliye me aati hu vo kal batuk ke kuch dost aane vale he naa to unke liye kal jaldi khana banake rakh naa he to jaldi jo jaungii aaj
Kaka - aachaa thik he babu shubh ratrii
Batuk - gn bodii
Bon - good night ksji batuk
Ani - b..bondita sunno
Bon - h..haa b..boliye sakha babu
Ani was hesitating - vo k..khana aacha thaa
He left from there imminently
All get literally shocked because ani first time give an complement for her food
Kaka - bahu ye aaj suraj paschim se ugaa he kyaa bhaii ishe kyaa hua aaj
Batuk - haa kaka mujhe to jhatka laag gaya bass dada ese hi bodi ko maaf kar de
Bon - haa me bhi dugaa ma se yahi duaa karti hu ki saab kuch thik ho jaye
_______________________________________
Guys din me do chp upload kar rahi hu ishi liye pata nahi kesa likha he aap bata dena comments me okk and vote bhi kar dena😊
YOU ARE READING
I Hate you but I Love you
FanfictionAnirudh an rudest and cold hearted barrister of tulshipur all villagers have fear of him and no one can dare to cross his path.....he hate two person's first one is his own father binoy and second is his ex childhood best friend bondita das....but...