The Family Conundrum 1.

172 8 0
                                    

Akshara's ears were ringing with echoes of voices. How could they expect her to forgive that treacherous woman and her son, who tried to kill her love. (Don't go about saying that Abhimanyu didn't because who in their right mind makes a man drunk that too on a cliff) Abhinav laid all injured on the hospital bed, miraculously cheating death. Thank goodness she decided to bring Abhinav here instead of Birla Hospital. But now she needs to sort things out. She had had enough of everyone, Goenkas would never grow a spine strong enough, but she needs to take stand for herself, her girls -Arohi, Muskaan and her boys- Abhir, Kairav and Abhinav. She picks her phone and rings a number.

On call,

Akshara(Ak) : Hello Gayu Masi, aap please Samarth Masa ko leke jaldi Udaipur aa jao. Nahi abhi Vansh bhaiya aur Vatsal ko kuch mat batana. Reem bhabhi ko abhi Vansh bhaiya ki zarurat hai, and I don't want Vatsal to put his exams at stake for this family drama. I just want you guys to come along with Naksh mama, Keerti mami and Nanu. I have informed you all everything over text, bas sab kuch arrange karake jo location main bhej rahi hoon wahan aa jaana.

Cutting the call, Akshara then rung another number,

Hello, Kipling uncle? Aap please jaldi se jaldi Mussoorie mein saari bookings and formalities complete kar dijiye. Make sure nothing is left of the surprise. Loan ke liye jitne bhi papers lagenge, aap sab Naksh mama se bol dena.

Akshara turned back and saw Arohi standing there.

Arohi (Ar): Akshu, tu kisse baat kar rahi thi? Aur kaise papers? Kuch problem hai?

Ak: Aru, will you give your sister one last chance to set things right? Aaj abhinav ko maut ke muh mein dekh ke samajh aaya tujpe kya beeti hogi. Trust me I didn't wanted Neil to face the danger alone, I-

she couldn't complete the sentence....

Ar: Akshu, dekh mujhe tujhpe bahut gussa aaya tha, par phir I realised it wasn't really your fault. And you suffered equally. Kam se kam I had family support, par meri iss behen ne toh jung akeli hi ladi. Teri yeh behen ab tera saath kabhi nahi chodegi. Bol kahan chalna hai?

Ak: Tujhe kaise pata?

Ar: Teri behen hoon pagli, samjh gayi thi main jab tune Naksh mama ka naam liya. Sirat mumma, naira mumma aur papa bhi yehi chahenge. And honestly main thak gai hoon Akshu, main apni ruhi ko apne terms pe bada karna chahti hoon. Woh yahan rahi toh uska bachpan khatam ho jayega, and usse uska bhai, mausi masa sab cheen jayenge. Kai baar bina bataye bhagna is the last option people have.

Ak: Nahi Aaru, bina bataya nahi bhagenge, Abhimanyu aur uski maa ki barbaadi ka dhol peet peet ke jayenge. Par uske pehle I need to make sure Abhinav, Abhir, Ruhi aur Muskaan safe hai. Shefali bhabhi ko ab apne aur Shivu ke liye khud decision lena padega. High time that we don't burden ourself with other's inability to take a tough decision. Tu bas meri ek help karde, Abhinav, Abhir aur Ruhi ko ek saath rakh, aur tu unke saath reh. Maine nanu ko bol diya hai, 10 mins mein security and top medics pahunch jayenge.

Saying this Akshu went to Kairav and Muskaan, who were sitting there, Kairav consoling a crying Muskaan.

Ak: Bhaiya, samay aa gaya hai, Naira, Sirat aur Kartik ke bacchon ko apne parents jaisa strong, par unse zyada selfish banna hai.

Kairav: Main aur Muskaan tere saath hai Akshu. High time I focus on my wife. I am sorry Muskaan, agar ho sake toh mujhe ek chance dedo please.

Muskaan: Kairav ji, I have loved you with everything I have. I trust you, bas abki baar mujhe apna partner samjhna, apni responsibility nahi.

Kairav: Promise.

Akshu looked at Aaru, and they both joined in a group hug with their bhaiya and bhabhi. They all looked at eachother thinking something and said in unison :Mimi.

Akshu Aaru Kairav Muskaan , all tried to persuade mimi but in vain.

Mimi: Beta baat ko smjho, agar hum tumhare saath gaye toh in Goenkas ka saaya kabhi nahi hatega tum sab pe se. Behtar yahi hoga ki hum yahan rahe.

Muskaan: Mimi, par kya abhir aur ruhi ko aapki zarurat nahi? Kya Vansh bhaiya ke aane wale babies apni mimi ka pyaar deserve nahi karte hai? Main smjh rahi hoon ki aap humare saath nahi rehna chahti, par aap vansh bhaiya ke saath toh reh sakti hai na? Reem aapko bahut miss karti hai mimi. Please.....

Mimi: Theek hai. Par ek shart pe, humein ek naya phone aur naya sim chahiye. Hum jahan bhi rahe, humein ab inke natak se durr rehna hai. Haan manish se durr rehke humari ruh tadapegi par usne aaj apni biwi ka saath deke apne liye gaddha khud khoda hai. Apni akshu aaru ka bachpan barbaad hote hue dekh liya hai, ab abhir ruhi ke saath wahi galti nahi kar sakte.

Ak: Mimi naya phone aur sim sabko milega, aapko bhi. Par pehle hum sabko ek kaam karna hai. Sabse pehle bhaiya aap muskaan aur mimi ko leke ghar jaiye, wahan pe aapko do car khadi milegi back gate pe. Aapko bas apna aur mimi ka saara samaan pack karke uss gadi mein rakhwana hai. Bas kisi ko pata nahi chalna chahiye. Abhi kuch derr mein Mr and Mrs Goenka yahan pe honge, bas ussi mauke ka fayda uthake aap log airport ke liye nikal jaana.

Ar: Maine wahan ek hotel mein ek family suite book karaya hai, under the name of Mr and Mrs Sharma, bas aap log ruhi aur abhir ke saath humara wait kijiyega. Woh dono abhi Abhinav ji ke paas baithe hai.

With everything set, Muskaan and Kairav took Abhir and Ruhi with them to the canteen. Soon enough, the Birlas and Goenkas came with their fake sympathies to meet Abhinav. Arohi signalled Muskaan to leave and after a while left unnoticed on the pretext of dropping mimi home. Akshara kept the Goenkas busy saying she needed manish and swarna. As she had already filed an FIR, Abhimanyu was arrested and his mother went with him cribbing and crying. The rest of the Goenkas were too busy to save their ass to pay any attention to what Arohi was doing. Meanwhile, Kairav and Muskaan packed theirs and Mimi's luggage. Muskaan also packed Akshnav and Abhir's luggage and informed Akshara of the same. Arohi meanwhile packed her and Ruhi's luggage. All of them left for the hotel. When everything was cleared, Akshara tired of doing the drama, asked Manish and Swarna to return home. Soon after they were gone, Abhinav opened his eyes.

Abhinav( Ab): Akshara woh log gaye ya mai abhi bhi drama karun?

Ak: Gaye woh log. Uth jaiye aap.

Ab: aapko kaise pata mujhe hosh aa gaya tha.

Ak: Maine dekha tha aapne mujhe dekha, phir apne aas paas ka jungle dekha aur shaanti se maharaj ji neend mein chale gaye. Kya nautanki hai aap.

Ab: Arey yaar mujhe jo bolna hai woh main police ko bolunga abhi.

Ak: Abhinav abhi kyun, kal subah tak ka wait kar lijiye. Dekhiye kal nanu, mama aur masa bhi aa rahe hai.

Ab: Theek hai Akshara.

Precap: Next morning.

The Unbreakable holdWhere stories live. Discover now