Malik mansion
Are sunti hu Shobha....a aged man said..
Boliye...a woman said while coming towards him....
Man is Haseena's father, Rakesh Malik, women is Haseena's mother, Shobha Malik.....
Rm- ek cup chai bana do apne hath ki kadak..
Sm- thik hai banati hu lakin aapne Haseena ko dekha...
Rm- vo toh apne kaam se gayi hogi na....
Sm- thik hai, mai chai laati hu...
She went in kitchen, where her daughter in-law, Aarohi malik is present...
Sm- are Aarohi beta tu kya kar rahi hai kuch khana tha toh cook se bol deti..
Ar- mummy aaj na Haseena ko mere hath ke spring roll khane ka man kar raha tha toh bas...
Sm- ab tum dono ki bich Mai kya hi bolu, vaise kab tak aayegi ye ladki..
Ar- thodi der me aa jayegi,vaise aap yaha...
Sm- haa vo tere papa ke liye chai banane aayi thi..
Ar- Mai bana deti hu...
Sm- unhone bolo hai mere hath ki hi Pini hai...
Ar- ohho..( she tease her)
Sm- chal hat...
.
.
.
.
In living hall...All are having evening tea and snacks, majorly spring roll...
Sm- dekh lo ab tak aayi nhi ye ladki...
Am( Aditya Malik)- aa jayegi mummy, koi nhi bachi thodi hai...
Sm- tune, tere papa ne or Aarohi ne usse sar par chhada rakha hai...
Hume yaad rakha or hum aa gaye..a girl said...
All look towards her, she smile widely, girl is Haseena Malik...
Sm- time se nhi aa sakti..
Hm- sorry mummy thoda late ho gaya
Ar- chal Jaa jaldi se hath dhokar aa tere liye spring rolls banaye hai...
Hm- Thankyou bhabhi...
Ar- chal ab mujhe thankyou bolegi...
She smile and left from there...
Sm- mujhe toh chinta hoti hai iski kal ko iski shadi hogi toh kaise hoga...
Rm- sambhal legi bhut samjhdar hai..
Sm- lakin bachpana bhi bhut hai isme ek toh shadi ki chinta rehti hai..
Ar- mummy ho jayegi shadi or vaise bhi ese hi kisi ko thodi der denge pni Haseena ko..
Am- bilkul sahi khe rahi hai Aarohi...
YOU ARE READING
Anuseena- Bandhan Anjaane Safar Ka
RomansaThis is an arrange marriage story of our Anubhav and Haseena. Peep inside to know more