The hardest reality of life

21 3 0
                                    

Life kab kya turn le ye kisi ko nhi pata hota same Anita ko bhi nahi pata tha ki uski life me kya turn ayega . suddenly she came to know ki uski marriage fix ho gayi hai ,ek ase person ke sath jise  uski value nhi thi . she was going to marry a man who was supperwiser in electricity department.Ase us ladke ne koi Kami nhi thi pur hote hai na kuch ladke Jo family ko jyda or wife ko kam imp dete hai bus same hi chachter tha us ka bhi
Or jo ladki thi vo to hamesha shant or juth na pasand krne wali thi.
On 21jan2005 they both got married.She thought ki usko samajhne wala or princess treatment Dene wala koi mil gaya but she was wrong usko asea kuch nhi mila.like she have to suffer a lot.Zindagi ke har modh pur ek naya chapter start hua uski life me .Har face pur har situation ko usne Bhoot khubi se sambhala pur jase husband usse chahiye tha wasea use nhi mila,like shaadi se phale uske husband ki gf nhi rah chuki thi and the name of his gf is deepa but due to some circumstances narinder ki family nhi mani agar us din ye family man gayi hoti to aaj Anita ko Etna face nhi krna padta . Anita ki life ek struggle se bhari thi or ye struggle shayd hi khatam ho.Narinder ke liye uski family hi sab kuch thi . After marriage Anita bhi narinder kr sath Delhi shift ho gyi ,so jab bhi unki bhabhi khahi jati thi to Anita ke liye order ho jata tha ki tune village Jana hai like saal me kuch 3-4 baar Anita gaoo ati thi vo bhi 10-15 days ke liye nhi 1-2 months ke liye ,even Anita ko uski pregnancy me bhi same chij karni padti thi jab usse rest ki jarurat thi .Or Anita ko ye sab pasand nhi tha bec. Uski parvarish Delhi ki hai .Anita ko gaao me akr rahn pasnd nhi tha or Narinder chahta tha ki vo bhi gao a kar rahe. Pata Anita ko asli hurt to tab hua jab uski delivery ke time uska husband hi nhi tha yes they are blessed with a baby girl on 23july 2006 ,and name of their daughter is Saloni . Anita ne first 3 months after pregnancy apne parents ke ghr pur hi nikale Bec jab nariender ko company ne Madhya Pradesh transfer kar  diya tha to but fir vo bhi Narinder ke sath mo chale gye the .Even enki life me ek seen aya hua or vo seen tha ki jab Anita apne parents ke ghr chali ayi narinder ko shod ke just bec vo bar bar same hi chij repeat kar raha tha ok kon si lady ko ye pasand aya hai ki usko bar bar apni family shod kar village ana pad raha tha jaha pur koi usse ache se baat tak nhi karta tha .es time saloni 3 yrs ki ho gayi hai after 6-7 months narinder usse lene aye .Fir do saal sab normal raha pur fir vo hi same chij hone lag gayi saloni ke first ke time .

From Shadow to light: the discovery of my life Where stories live. Discover now