Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Madhavi was tensed and worried for Ayan!! She was continuously walking in chamber, and with absent she get bumped with Aarush
She look at Aarush!
Aarush:- kya kar rahi ho
Madhavi:- kuch nahi!
Aarush:- mujhse toh jhoot mat bolo
Madhavi didn't look at him, then Aarush take her in bridal style made her shocked
Madhavi:- ye kya kar rahe ho!
Aarush didn't listened to her and look at her only!
Siyanshi who is going toward her chamber- Aryan called her from behind
Aryan:- Siyanshi!
Siyanshi look at him
Siyanshi:- ji bhaiya
Aryan:- dhaniyawad
Siyanshi:- kis liye
Aryan:- itna kariyon main, sabha aur jo kuch bhi hua usme main tumhe dhaniyawad kehna bhool hi gaya.. dhaniyawad Siyanshi mera kehna par Madhavi or Aarush ke sambandh ko samjhne ke liya.. tumne kuch kaha nahi unhe yadi tum kuch kehti toh aaru dard main takleef main swam ko dosh hi deta.. aur madhavi bhi
Siyanshi:- mena aapka kehna par kuch nahi kiya hai bhaiya
Aryan looks at her with frown
Siyanshi:- Maharaj madhavi se prem karta hai aur mujhe koi adhikaar nahi hai unka madhya aane ka.. haan ye satya hai jab mujhe iss satya ke vishy main pata chala toh mujhe dukh hua
Aryan:- wo toh tumhara adhikaar hai
Siyanshi:- adhikaar patni ka tab hi hota hai jab patni aur pati ke madhya prem ho bhaiya aur mera hridya main maharaj ke liya samaan hai prem nhi aur maharaj bhi madhavi se prem karta hai
Aryan:- Siyanshi mein tumhe aarush or madhavi ke sambandh ke vishy main batata hoon
Siyanshi:- mujhe aapka mukh se nahi sunna bhaiya
Aryan:- lekin kyu Siyanshi
Siyanshi:- wo isliye kyunki mujhe satya batane ka daitva maharaj ka hai.. main unki patni hoon unhe mujhe satya batana chahiye tha aur yadi unhone ne mujhse satya chupaya toh iska keval ek hi kaaran hai.. aur wo ye ki
Siyanshi felt bad but she said with straight look
Siyanshi:- wo mujhe apni patni nahi manta, mujhse apni koi baat koi pareshani wo batna hi nahi chahta, mujhe iss kaabil nahi samjhta ki main unka dard unka beeta samay jaan sakun..
Aryan:- aisa nahi hai siyanshi, tum galat soch rahi ho
Siyanshi:- nahi bhaiya! Main sahi soch rahi hoon Arya madhavi se prem karta hai, main unse unka prem ko dur nhi karungi kintu unhone mujhse mera adhikaar cheena hai ye sach jaane ka ki unka jeevan main pehle hi koi aur stree hai! Ye satya hai ki unhone kaha tha ki wo mujhse prem nahi karenga kintu unhe satya kehna tha, jo unhone nahi kaha- hamare rishta main toh kabhi satya tha hi nahi bhaiya