Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Everyone went silent, as Aarush slapped Ayan hard Ayan look at Aarush with anger
Aarush:- seniko mukhiya ji ko bandhi bana liya jaaye..
Jatila and Ugrapath get shocked
Jatila:- kyun???? Mera putraa ne kya
Aarush stopped her in middle
Aarush:- apka putra ne gaun ka paisa khaya hai, isne apna acche ke liya gaun ki dhan rashi kisi vyapaari ko de di taaki wo vyapaari isse uss dhan ke badla main adhik dhan de aur ye iss kariya main safhal hokar samiti ke mukhiya banna chahta the
Everyone get shocked
Ugrapath:- ye sab jhoot hai mera putra aisa kuch nhi kar sakta
Aryan:- aapko toh aapka putra ke siwa baaki sab jhoota lagta hain
Aarush:- aur yeah kis vaani main baat kar rahe hain aap bhuliya mat ki main vidhisha ka maharaj hoon mujhse iss prakar baat karne ke dand swaroop main aapka purn parivaar ko kaal kothari main dalwa sakta hoon
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Men1:- Mukhiya ji kya yeah sach hai?
Aryan sighs!
Aryan:- kya hoga iss gaun ka!!
Aarush come back and sit on his seat, siyanshi look at his stren look
Aarush:- kya satya hai, kya jhoot hai ye saari charcha aap log ek dusra se aram se kijiyega, fhilhaal main apna nirnay suna deta hoon
Aarush looked at Aryan who nod and give aarush a scroll
Aarush:- saari dhan ki girna karne ke baad ham iss faisla par pohucha hai ki jiss gaun ka karr 1 varsh ke liya kam kiya jayega wo gaun hai dharampur!!
The mukhiya of dharmpur get happy, everyone claps for them..
Aryan:- aapka iss varsh ka karr maaf hota hai pawan ji..