Chapter 32

47 10 1
                                        

Next Day

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Next Day

Kalyani and Siyanshi where sitting together

Kalyani:- mera toh ab man hi nahi lagega

Kalyani said with sad tone

Siyanshi:- bass kuch samay ki baat hai maa phir ham sab saath rahega

Kalyani nod

Kalyani:- apna aur apna pati ka dhiyan rakhna putri..

Siyanshi look at her

Kalyani:- wesa toh mujhe kehna ki avashyakta nahi hai, kintu apna dhiyan rakhna zimmedari main khud ko mat bhool jana.. aur

Kalyani look at her sternly

Kalyani:- bhojan samay pe karna aniyatha tumhare kaan khichna aa jaungi main

Siyanshi smiled and nodded like a obedient child

They came outside
Madhavi saw siyanshi and hug her tightly with tears made Aarush smiled

Madhavi:- apna dhiyan rakhna sakhi

Siyanshi:- tum bhi madhavi!! Apna dhiyan rakhna aur ye yaad rakhna ki main tumhari sakhi hoon jab bhi avashyakta ho mujhe yaad kar lena main aa jaungi

Madhavi:- avashya..

Nandini came and hug siyanshi!!

Nandini:- hame tumhari bohut yaad aayegi sakhi

Siyanshi:- mujhe bhi!

Kalyani look at Aarush and Aryan with teara, aarush saw this and hug her

Aarush:- ham jaldi milaga na maa phir kyun rona

Kalyani:- ab main kya karun maa hoon dukh toh hota hai

Aryan:- aapko hamare jaane ka dukh nahi hai, abhi toh iss baat ka dukh hai ki hamare jaane ke baad baba ki chugli kiske samne karogi

Rajveer got suprised and look at Kalyani

Rajveer:- Kalyani

Kalyani:- ye jhoot bol raha hai Arya

Aryan:- main jhoot nahi bolta

Kalyani:- jaate jaate haath pair tudwane hai kya tujhe

Aarush chuckled, Siyanshi take blessings from them..

Nandini (to aryan) apna dhiyan rakhiya ga arya

Aryan look at her and smiled

Aryan:- chinta mat karo Nandini.

She look at him as his voice was soft

Aryan:- mera dhiyan rakhna ke liya waha bohut saari sundar streeyan hai

𝑱𝒐𝒖𝒓𝒏𝒆𝒚 𝒐𝒇 𝑳𝒐𝒗𝒆Where stories live. Discover now