Chapter- 25

3.5K 269 18
                                    

Another day come up to witness the the most lovable story of a couple who was a perfect example of match made in heaven

Malhotra mansion

Everyone was up bcoz sangeet will happen in malhotra mansion and everyone is doing some or other work except our hero as he was striictly prohibited to do so so withoot any choice he was sitting ideal when his dadi came up and knocked

Manik: Dadi since when u started knocking 

Dadi: Since the time i get to knw that my laadoo is getting married

Manik blushed and went to her took her hand and made her sit on the bed and himself sat on the floor keeping her head on the her lap and said

Manik: Dadi aapko apne laddo ke kamre mein aane ke liye kabhi bhi permission ya kaock karne ki zarurat nahi h mein aapke le liye humesha aapka ladpp hi rahunga 

Sushma smiled and nodded and said caressing his hairs

Sushma: Laddo mein aaj tujhe jo khaungi na vo tu dhyan se sunn na aur beech mein mat bolna thik h( manik nodded looking at her and again kept his head in her lap) jo mein aaj kahungi na vo mine tere papa ko aur abhi, cabir, harshad aur dhruv sabko kahi thi aur vo bhi unke sangeet par ayr tujhe bhi kahungi.............. puttar jab ek ladki apne saath kisi rishte ko jodti h na toh apne sab kuch de deti h usse uske liye uske aasu uska dukh koi mayine nahi rakhta jo mayine rakhta h vo hoti h dusro ki khushi unke gamm aur unki khushi ke liye vo kuch bhi kar jati h puttar pata h jab teri mom nyo shaddi karke iss ghar mein aayi thi na pehle vo bhot chup chap rehti thi zyada kuch nahi kehti thi par har kisi ka khyal rakhti thi hamesha ye dekhti thi kisis ko koi knmi na ho kisi ko koi problen na ho par apna bilkul khyal nahi rakhti thi par ha ghar ke har ek member se uski ek alag hi bonding thi jo shayad koi aur samajh nahi sakta that  aur tere papa ke saath uski love marriage nahi hui thi par jab shaadi hui toh dono ne ek dusre ko time dia iss rishte ko time dia aur tu dekh raha h ki ab voh dodno kitne majboot h................................. puttar jitna mujhe gayatri nandini ke baare mein bataya h usse mein intna toh samajh gayi hu ki bohot simple h ek choti bachi ki tarah h pehle apne hi shell mein rahegi lekin agar pyaar, care mile toh apni bubliness dikhane se piche nahi hategi manik tune apna har farz puri tarika se nibhaya aur har rishta bhi aur tujhe ye bhi ussi tarha nibhana h nandini ko apni zimmadari nahi apna humsafar apna dost manna usse kabhi ye mat feel hone dena ki voh apne mayake se yaha aai h usse ye lagna chahiye ki ye uska hi ghar h aur jab bhi problem mein ho vo hum sabko khul kar bol sakti h aur ha uske pati hone se pehle uske dost banna jisse vo haar baat keh sake tu samjh raha h na mein kya keh rahi ho laddu

All this while when sushma was saying manik was listening each and every word attentively and with all his mind and noting each and every thing  when dadi stopped he looked at her and said holdinh her hand

Manik: dadi mein samajh gaya aap kya kehna chate ho aur mein puri koshish karunga usse comfortable karne ki 

Dadi smiled and kissed his forehead and said after getting up: Acha chal bohot ho gaya ab tu tayar ho jaa vo lig aane vaale honge 

And saying so she leave and manik also went to get ready 

Singhania Mansion

Nandini: mom u were right about manik....................

Flashback

When nandu was getting ready for mehendi her mom entered and said 

Athiya: meri bachi toh bohot sundar lag rahi h

Nandini turn towards her and smiled and then athiya said making her sit down 

Athiya: Ab mein tayyar karungi apni bacho ko

Manan ff: The Royal FortuneWhere stories live. Discover now