om:yeh kya hein?
shivaay:tumhara style copy kar raha hoon!
sirf aaj keliye
om:lekin kyu?
aap ye wig lagake
kya karne wale hein?
aur rudy tu shivaay ke jaise kapde kyu pehna hein?
shivaay:ab wo muje ignore nehi karge
use muje notice karna hi padega
rudra:itna handsome dikunga ki aaj ki wo aakar mere bike pe betegi
om:tum dono itna pagal ho ki muje baath nehein karna hein
aap ke dil mein jo bhi hein dil se bolie
esa apne style badal ke nahein
rudra:aap to ye sab kehte hein
kyunki aap ki ek girlfriend hein
aur anniversaries mana rahein hein
humara kya hein
koi humein notice nehi kartha
shivaay:tum badal gaye ho om
om:mein nehi badla
ab mein ja raha hoon
aap dono ko jo karna hein wo kariyen
*******************************************************************************************
shivaay:hmm..uh..uh..
shivaay pov
mein intne baar ye sounds kar raha hoon
lekin ye muje kyu nehi dekrahein hein
anika:aap ka gala karab hein kya
shivaay:nehein
anika:to aap muje ghur kyu rahein hein
aur ye kya aap intne cartoon kyu lagrahein hein..........
shivaay:why are you laughing
anika:aap bilkul wo mandir ke bahar ramjiwala bikari ki tarah dikrahein hein
shivaay:raamjiwala bikari? what are you saying
mein nein itna mehnath kiya aur tum muje ramjiwala bikari kehrahein ho
anika:I'm sorry ! ek cheez missing hein
ye lijiye ye katori
ab aap mandir chaliye
bohot paise milenge
shivaay:ab hasna band karo
anika:aap mera kareeb kyu arahein hein
shivaay:mein ana chata hoon
anika:aap mere ankoon mein kya dekhrahein hein
author pov
o..jana...plays in the background
shivaay:chup chap raho aur dekho muje
************************************************************************
gauri:prinku ! mein ja rahein hoon
tu sab kuch sambhal le
priyanka:gauri! abhi to ayi ho
abhi chali jaogi kya
gauri:arey tera bhai muje chodtha hein kya
wo dekho college ka bahar wait kar raha hein
आप पढ़ रहे हैं
Jab we met
Fiksi PenggemarThis story is about shivika and gaurika , where shivaay had to marry anika as tia ran away from the wedding. Here anika is a bit overprotective sister of gauri. omkara and gauri fall in love but ishanna wants to break the couple. becau...
